Koay Nabi Se Aa Na Sake Hum Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi

By: 

Koay Nabi Se Aa Na Sake Hum Lyrics

Koay Nabi (SAW) se aa na sake hum,rahat hi kuch aisi thi
Ko-e-nabi se aaa na sake hum,rahat hi kuch aisi thy
Yaad rahee na jannat humko, jannat hi kuch aisi thee
Yaad rahi na jannat humko, jannat hi kuch aisi thi.

Takkte rahein Yousaf jaise bhi, hashr main unke chehre ko
Takkte rahe yousaf jaise bhi hashr main unke chehre ko
Jab poocha tu kehnay lagay woh, surat hi kuch aisi thee
Jab poocha tu kehne lage woh, surat hi kuch aisi thee.

Yaad rahi na jannat humko, jannat hi kuch aisi thee.

Bolo aey Jibreel ke unki, kyun kar taliyan choomi thein
Tu kehne lage Jibreel ke, unki azmat hi kuch aisi thee
Kehne lage Jibreel ke, unki azmat hi kuch aisi thee.

Yaad rahee na jannat hum ko, jannat hi kuch aisi thee
Yaad rahee na jannat hum ko, jannat hi kuch aisi thee.

Duniya mein, Sarkaar (SAW) ki naatein, parhtay rahein har eik lamha
Qabr mein beti naat labhoon par, aadat hi kuch aisi thi.
Qabr mein beti naat labhoon par, aadat hi kuch aisi thi.

Yaad rahi na jannat humko, jannat hi kuch aisi thee.

Pass bulaya, pass bithaya, arsh pe unko Khaliq nay
Yeh to akhir hona hi tha, chahat hi kuch aisi thee
Yeh to akhir hona hi tha, chahat hi kuch aisi thee.

Yaad rahee na jannat humko, jannat hi kuch aisi thee.

Akbar-o-Asghar, aur yeh Ghazi, deen pe warein hans hans kar
Yoon lagta hai, deen-e-Nabi ki, keemat hi kuch aisi thee
Yun lagta hai deen-e-nabi ki, keemat hi kuch aisi thee.

Kabr main Hakim jab puhanche to hans ke nakeeron ne dekha
Kyon na farishte pyaar say milte, nisbat hi kuch aisi thee
Kyon na farishte pyaar say milte, nisbat hi kuch aisi thy.

Yaad rahee na jannat humko, jannat hi kuch aisi thee
Yaad rahee na jannat humko, jannat hi kuch aisi thee.

Ko-e-nabi se aaa na sake hum,rahat hi kuch aisi thee
Ko-e-nabi se aaa na sake hum,rahat hi kuch aisi thee.

Naat Information:

Naat Reciter: Shahbaz Qamar Fareedi
Album: Naat Kay Rung
Album: Sabz Gumbad Walay


More Islamic Lyrics

  1. Pizza in His Pocket Lyrics - Zain Bhikha
  2. Hum Ko Bulana Ya Rasoolallah Lyrics - Farhan Ali Qadri
  3. Aye Mere Asghar E Bezubaan Lyrics - Irfan Hussain
  4. No One Knows But Me Lyrics - Raef
  5. Marhaba Lyrics - Nader Khan
  6. Lagiyan Ne Mojan Lyrics - Owais Raza Qadri
  7. Tazkarti Lyrics - Hamza Namira
  8. Qadam Qadam Pe Khuda Ki Madad Lyrics - Owais Raza Qadri
  9. O’ My Lord Lyrics - Labbayk
  10. Aa Gaey Sarkar Lyrics - Farhan Ali Qadri
  11. Mere Ghous Piya Jilani Lyrics - Naat Lyrics
  12. Ramadhan Lyrics - Labbayk
  13. He is One Lyrics - Tom Robertson
  14. Falling Lyrics - Ahmad Hussain
  15. Merey Mola Mujhey Do Sahara Lyrics - Dhamani Sisters
  16. Jashn e Millad Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  17. Shine Lyrics - Sami Yusuf
  18. Sallou Lyrics - Sami Yusuf
  19. Al Malik Lyrics - Hesham Abdul Wahab
  20. Dil Main Ishq e Nabi Lyrics - Milad Raza Qadri
  21. Morning Musk Lyrics - Gaith Adhami
  22. Lay Down Your Head Lyrics - Zain Bhikha
  23. Salutation Lyrics - Sami Yusuf
  24. Asma ul Husna Lyrics - Labbayk
  25. Rasool’Allah Lyrics - Harris J.

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

82 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
82
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x