Huzoor Aisa Koi Intezam Ho Jaye Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

Huzoor Aisa Koi Intezam Ho Jaye Lyrics

Huzoor aisa koi intizam ho jaye,
Kay phir Madina rawana ghulam ho jaye.

Naseeb waalon mein mera bhi naam ho jaye,
Jo zindagi ki Madinay mein shaam ho jaye.

Main shad shad maroon ga, agar dameakhir,
Naseeb jalwa e kahirul anam ho jaye.

Fuzool goi say bach jaye yeh zaban meri,
Mera kalam Durood-o-Salaam ho jaye.

Pia Raza ne pia jo murshid nay,
Ataa mujhe shaha aisa jaam ho jaye.

Shaha Ubaid-e-Raza dar badar phiray kab tak,
Huzoor is ka Madinah maqam ho jaye.

Ubaid mar kay Madinah mein paa chuka hai baqi,
Khabar watan mein kabhi to yeh aam ho jaye.

Naat / Dua Information:

Singer: Owais Raza Qadri


More Islamic Lyrics

  1. Muhammad (Peace be upon him) Lyrics - Sami Yusuf
  2. Aa Gaey Sarkar Lyrics - Farhan Ali Qadri
  3. No Word Is Worthy Lyrics - Sami Yusuf
  4. You Are My Life Lyrics - Harris J.
  5. Durood e Taj Lyrics - Durood Shareef
  6. Kyun Kar Na Mere Dil Mein Ho Lyrics - Owais Raza Qadri
  7. Give The Young A Chance Lyrics - Sami Yusuf
  8. Ilahi Teri Chokhat Per Bhikari Ban Ker Aya Hoon Lyrics - Junaid Jamshed
  9. Ishq Kee Intiha Syeda Fatima Lyrics - Milad Raza Qadri
  10. Let You Know Lyrics - Labbayk
  11. Fragile World Lyrics - Sami Yusuf
  12. Ya Zal Jalali Wal Ikram Lyrics - Urdu Hamds
  13. Ummati Lyrics - Maher Zain
  14. Sign Language Lyrics - Gaith Adhami
  15. Pak Sar Zameen Shad Bad Lyrics - Pakistani National Anthem
  16. Aaya Kamli Wala Lyrics - Qari Shahid Mahmood
  17. Uthi Nazar To Unke Karam Pe Thaher Gayi Lyrics - Naat Lyrics
  18. Ab Meri Nigahoon Main Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  19. It’s Jumuah “Friday” Lyrics - Raef
  20. You Lyrics - Sami Yusuf
  21. Little Girl Lyrics - Fez Meghani
  22. Ahmad Ya Habibi Lyrics - Ahmad Hussain
  23. Mar Kay Apni Hee Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  24. Aicha Lyrics - Outlandish
  25. Yeh Meri Maa Ki Duaon Ka Asar Lagta Hai Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi

COMMENTS

Subscribe
Notify of

28 Comments
Newest
Oldest Most Voted
28
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x