Karam Hai Rab Ka Hamara Naseeb Aala Hai Lyrics - Naat Lyrics

By: 

Karam Hai Rab Ka Hamara Naseeb Aala Hai Lyrics


Karam hai rab ka hamara naseeb aala hai
Ke do jahan me hamara wo kamli wala hai

Jin ke tufail se shams o qamar hain aaj ajal
Wo hi noor e khuda hain or wo noor wala hai

Hain wo shan e khuda or shan e do aalam aaqa
Kaun aaya hai un sa kaun aane wala hai

Wo jo pahunchey talab pe haq ki la-makaan pe shaha
To kaul e haq huwa ke parda uthhne wala hai

Wo muqaddar hain hamara sar e mehshar hain yakeen
Vahan naseeb unhi se badalney wala hai

Kyun na chahey tumhe badh kar dil o jaan se ‘ Mehboob ‘
Tere karam ne mujhe har jagah sambhala hai

Submitted by: Mehboob Makrani


More Islamic Lyrics

  1. Ab To Bas Lyrics - Ahmad Hussain
  2. Syed Nay Karbala Main Waday Nibha Diye Hain Lyrics - Abdul Rauf Rufi
  3. Gaza Lyrics - Native Deen
  4. Thank You Allah Lyrics - Maher Zain
  5. Aie Mere Baba Jaan Lyrics - Shahid Baltistani
  6. My Lord Lyrics - Native Deen
  7. Aap Kiya Jane Fatima Kiya Hai Lyrics - Shadman Raza
  8. Palestine Will Be Free Lyrics - Maher Zain
  9. Dil Main Ishq e Nabi Lyrics - Milad Raza Qadri
  10. Every Beat Lyrics (Arabic & French) Lyrics - Aashiq al-Rasul
  11. Awaken Lyrics - Maher Zain
  12. Morning Lyrics - Gaith Adhami
  13. Bano Ka Yeh Arman Tha Lyrics - Dhamani Sisters
  14. Where’s the Love? Lyrics - Khaleel Muhammad
  15. Chamka Mah e Noor Ka Hilal Lyrics - Owais Raza Qadri
  16. Naat by Hazrat Aisha Siddiqa “Umm al-Mu’minin” (R.A.) Lyrics - Old Lyrics
  17. Allah Jaanta Hai Lyrics - Fez Meghani
  18. Shahaada [Urdu Version] Lyrics - Fez Meghani
  19. Bahar e Jaan Fiza Tum Ho [Part 1-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  20. One God Lyrics - Zain Bhikha
  21. Sari Gelin Lyrics - Sami Yusuf
  22. Peace Be Upon You Lyrics - Maher Zain
  23. I am Near Lyrics - Native Deen
  24. Fire Lyrics - Sami Yusuf
  25. Ya Nabi Salam Alayka (Arabic) Lyrics - Maher Zain

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

0 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x