Ishq Kee Intiha Syeda Fatima Lyrics - Milad Raza Qadri

By: 

Ishq Ki Inteha Syeda Fatima Lyrics

Ishq kee Intiha Syeda Fatima,
Bint e Khair ul Wara, Bint e Khair ul Wara.
Zahida, Abida, Sabira, Sajida
Bint e Khair ul Wara, Bint e Khair ul Wara.

Shan e ahl e sakha, jaan e Khair ul Wara
Aan e mushkil kusha, Aan e mushkil kusha.
Tujh pay qurban Maryem, fida Aasiya,
Bint e Khair ul Wara, Bint e Khair ul Wara.

Tera Baba Nabi, aur shohar Wali
Naam jinka Ali, Naam jinka Ali.
Allah Allah, Tera martaba silsila,
Bint e Khair ul Wara, Bint e Khair ul Wara.

Dar pay jo bhi gaya, uska daman bhara,
Gar mein paak aa raha, Gar mein paak aa raha.
Marhaba marhaba, tera jud o sakha,
Bint e Khair ul Wara, Bint e Khair ul Wara.

Jis ka ghar lut gaya, woh tera ladla
Na jhuka na bika, Na jhuka na bika.
Kar diya haq aada youn teray doodh ka,
Bint e Khair ul Wara, Bint e Khair ul Wara.

Teri azmat juda, teri rif’at wala,
Gar hai noor un ala, Gar hai noor un ala.
Ho zuban say bayan teri kaisay sana,
Bint e Khair ul Wara, Bint e Khair ul Wara.

Aaya tatheer hai, teray sir key rida
Hai aataye Khuda, Hai ataye Khuda.
Tujh say qayam hai dunya main husn o haya,
Bint e Khair ul Wara, Bint e Khair ul Wara.

Syed e Karbala ka tujhay wasta, Syed e Karbala ka tujhay wasta,
Syeda Fatima, Syeda Fatima,
Bhar do daman mera houn mein tera gada,
Bint e Khair ul Wara, Bint e Khair ul Wara.

Teray dar say sada, sab ka daman bhara,
Eik Niyazi hi kiya, Eik Niyazi he kiya,
Mangein dar say teray auliya asfiya
Bint e Khair ul Vara, Bint e Khair ul Wara.

Lyrics Information

Artist: Milad Raza Qadri
Album: Ishq Kee Inteha


More Islamic Lyrics

  1. Asmaa Al-Husna Lyrics - Aashiq al-Rasul
  2. My Only Wish (interlude) Lyrics - Sami Yusuf
  3. Aagaya Hai Lyrics - Labbayk
  4. Show Me Lyrics - Tom Robertson
  5. Koi Aaye Koi Jaye Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  6. Beautiful Brave Souls Lyrics - Gaith Adhami
  7. All It Takes Lyrics - Fez Meghani
  8. Sarkar Kay Dar Per Jaaoon Lyrics - Owais Raza Qadri
  9. Fire Lyrics - Sami Yusuf
  10. Kaash Yeh Dua Meri Moojazay Main Dhal Jaye Lyrics - Hooria Rafiq
  11. Ask Him Lyrics - Labbayk
  12. Shahe Madina Lyrics - Saira Naseem
  13. Hasbi Rabbi Lyrics - Sami Yusuf
  14. I Believe feat. Maher Zain Lyrics - Irfan Makki
  15. Ho Karam Sadqey Mein Is Raat Ke Aye Rab e Azeem Lyrics - Naat Lyrics
  16. Hajio Aao Shahenshah Ka Roza Dekho Lyrics - Owais Raza Qadri
  17. Elahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  18. Your Mercy Lyrics - Raef
  19. Hazri Abbass Ki Lyrics - Dhamani Sisters
  20. Allahu Lyrics - Sami Yusuf
  21. Wushoosh Lyrics - Hamza Namira
  22. Aye Naseeb Mere Naseeb Tu Lyrics - Naat Lyrics
  23. Hye Hum Yateem Ho Gaye Lyrics - Dhamani Sisters
  24. Karbobala Bismillah Lyrics - Voices Of Passion
  25. Morning Lyrics - Gaith Adhami

COMMENTS

Subscribe
Notify of

27 Comments
Newest
Oldest Most Voted
27
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x