Madinay Mein Yeh Hotey Hain Lyrics - Farhan Ali Qadri

By: 

Madinay Main Yeh Hotay Hain Lyrics

Madinay main yeh hotay hain, yahan par yeh nahin hotay
Diwaaney Barwee ki shab, nahin sotay, nahin sotay.

Khyaalon ka, safar in ko, Madinay ley ke jaata hain
Nabi ki yaad sey ghaafil, yeh ik pal bhi nahin hotay.

Madinay main yeh hotay hain, yaha par yeh nahin hotay
Diwaaney Barwee ki shab, nahin sotay, nahin sotay.

Yeh jin ke sadqey khaatay hain, unhee ke ghun yeh ghaatay hain
Kisi bhi ghar ke dar par, nahin jhooktay, nahin rotay.

Madinay main yeh hotay hain, yaha par yeh nahin hotay
Diwaaney Barwee ki shab, nahin sotay, nahin sotay.

Inhen Hasnain sey ulfat, hai unkay nana sey ulfat
Hain panjtan paak ke aashiq, kisi sey yeh nahin dartey.

Madinay main yeh hotay hain, yaha par yeh nahin hotay
Diwaaney Barwee ki shab, nahin sotay, nahin sotay.

Darud-e-paak partay hain salaam un ko yeh kartey hain
Yih rahmat paaey jaatey hain, teree tarha nahin khotay.

Madinay main yeh hotay hain, yaha par yeh nahin hotay
Diwaaney Barwee ki shab, nahin sotay, nahin sotay.

Zarra deyko, to diwaanay pukaaray marhaba aqa
Yih un ke jashne aamad sey, kabhi ghaafil nahin hotay.

Madinay main yeh hotay hain, yaha par yeh nahin hotay
Diwaaney Barwee ki shab, nahin sotay, nahin sotay.

Diwano main, dawana Aabidi behi yih shayad
Jo kehta phir rahaa hai aaj ki shab hum nahin sotay.

Madinay main yeh hotay hain, yaha par yeh nahin hotay
Diwaaney Barwee ki shab, nahin sotay, nahin sotay.

Urdu Naats Information:

Naat Sharif Reciter: Farhan Ali Qadri
Album: Aa Gaye Sarkar
Producer: Muhammad Ali Qadri
Release: M.F. Stereo


More Islamic Lyrics

  1. Ali Hamara Hai Lyrics - Dhamani Sisters
  2. Give The Young A Chance Lyrics - Sami Yusuf
  3. Hum Gunahgaaron Ka Aye Rab Ke Rasool Lyrics - Naat Lyrics
  4. Dukh Duniya De Kera Lende Paa Lyrics - Qari Shahid Mahmood
  5. I Promise Lyrics - Harris J.
  6. Ya Nabi Salam Alayka (Turkish Version – Türkçe) Lyrics - Maher Zain
  7. Peace & Blessings Lyrics - Raef
  8. Smile Lyrics - Sami Yusuf
  9. Sartaba Qadam Hain Tanay Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  10. It’s Jumuah “Friday” Lyrics - Raef
  11. Aa Palat Aa Aye Hussain (A.S) Lyrics - Irfan Hussain
  12. Aur Sham E Gharibaan Lyrics - Shahid Baltistani
  13. Iman Ramzan Lyrics - Aamir Liaquat
  14. Lament Lyrics - Sami Yusuf
  15. Shahaada [English Version] Lyrics - Fez Meghani
  16. Khayal Lyrics - Irfan Makki
  17. Qissat Al’Oshaq Lyrics - Humood Alkhudher
  18. Mere Ghazi Kahaan Ho Lyrics - Shahid Baltistani
  19. Qasidah Burdah Lyrics - Labbayk
  20. Sachi Baat Sikhatay Ye Hain Lyrics - Owais Raza Qadri
  21. Khorasan (Arabic Version) Lyrics - Sami Yusuf
  22. Haleema Main Tere Muqadran Tu Sadqe Lyrics - Naat Lyrics
  23. Naat by Hazrat Abu Bakr “Al-Siddiq” (R.A.) Lyrics - Old Lyrics
  24. I’m Your Hope Lyrics - Sami Yusuf
  25. Most Merciful Lyrics - Aashiq al-Rasul

COMMENTS

Subscribe
Notify of

25 Comments
Newest
Oldest Most Voted
25
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x