Mohammed Ke Shaher Mein [Part 1-3] Lyrics - Aslam Sabri

By: 

Mohammad Ke Shahar Main Lyrics


Due to high download requests… we have decided to share the mp3 download link of this Qawwali at the end of this page.

Part 2 Lyrics: Mohammed Ke Share Main
Part 3 Lyrics: Mohammed Ke Share Main

Jab mera jazb-e-junoon auj ka zeena hoga, x2
Phelnay aur simatnay ka kareena hoga,
Ya Madinay mein, samajaye gee sari duniya,
Ya zamanay mein Madina hee Madina ho ga.

Ya Nabi aapke jalwon mein woh ranaayi hai, x2
Dekhnay par bhi meri aankh tamanayi hai,

Haq-taala bhi kareem, aur Mohammed bhi kareem,
Do kareemon mein gunahgaar ki bann aayi hai.

Mohammed ke shaher mein, Mohammed kay shaher mein
Mohammed ke shaher mein, Mohammed kay shaher mein.

Kyon aa kay roo raha hai, Mohammed ke shaher mein x2
Har dard ki dawa hai, Mohammed ke shaher mein. x2

Mohammed ke shaher mein, Mohammed ke shaher mein
Mohammed ke shaher mein, Mohammed ke shaher mein

Dukh dard-o-alam gham katt-tay hain, x2
Hasnain ke sadqay batt-tay hain,
Mohammed ke shaher mein, Mohammed ke shaher mein.
Mohammed ke shaher mein, Mohammed ke shaher mein.

Kuch aisi bheed lagjaati hai shah-e-deen ke rozay par,
Hawaa ko raasta mushkil say milta hai,
Mohammed ke shaher mein, Mohammed ke shaher mein
Mohammed ke shaher mein, Mohammed ke shaher mein

Ghamon se jab bhi tabiyet malool hoti hai,
Toh shaabgaam banaam-e-Rasool hoti hai,
Ho jis dua mein Mohammed ka waasta shaamil,
Huzoor-e-haq mein yakeenan qubool hoti hai,
Mohammed ke shaher mein, Mohammed ke shaher mein.
Mohammed ke shaher mein, Mohammed ke shaher mein

Hawwaayen bhi adab kay saath chalti hain,
Mohammed ke shaher mein, Mohammed ke shaher mein.
Mohammed ke shaher mein, Mohammed ke shaher mein.

Haath mein tasbeeh, baghal mein musalla,
Lab pe jaari Allah, Allah,
Kehti hui pohunchi Baitullah,
Aur pukaari aye mere Allah,

Too gada ko jo nawaaze toh shahenshah banay,
Aur yateemon ko jo chahe toh payyambar karde,
Aye mere Allah…..

[Toh awaz aayi: Pagli]

Mere parde mein wehdat ke siwa kya hai,
Jaa jo tujhe lena hai lay,
Mohammed ke shaher mein, Mohammed ke shaher mein.
Mohammed ke shaher mein, Mohammed ke shaher mein.

Meray baray mein kuch irshaad kiya jayega, x2
Dil-e-nashaad ko phir shaad kiya jayeega,
Mein yeh umeed lagaye huwey betha hoon Hazoor,
Aik baar aur mujhay yaad kiya jayega,
Mohammed ke shaher mein, Mohammed ke shaher mein.
Mohammed ke shaher mein, Mohammed ke shaher mein.

Aao gunahgaaro chalo sarr ke ball chalein, x3
Chalo sarr ke ball chalen, x6
Wahan sarr jhukatay hein Auleeya, x2
Wahan paoon rakhna rawa nahin,
Chalo sarr ke ball chalen… x2

Qawwali Information:
Qawwali: Mohammad Ke Shahar Main
Artist: Aslam Sabri
Music: Md. Tahir
Presenter: Sonic Enterprises

Other Parts of Qawwali:
Part 2 Lyrics: Mohammed Ke Share Main
Part 3 Lyrics: Mohammed Ke Share Main

Due to high download requests… we have decided to share the mp3 download link of this Qawwali.
Download Link: http://rapidshare.com/files/276915229/Mohammad-Ke-Shehar-Mein.mp3


More Islamic Lyrics

  1. Falling Lyrics - Ahmad Hussain
  2. First We Need the Love Lyrics - Zain Bhikha
  3. Zameen o Zaman Tumhare Liye Lyrics - Khursheed Ahmad
  4. Oh Allah Lyrics - Fez Meghani
  5. Nur ‘Ala Nur Lyrics - Aashiq al-Rasul
  6. Palestine Lyrics - Irfan Makki
  7. My Hero Lyrics - Harris J.
  8. Generous Peace (Arabic) Lyrics - Kareem Salama
  9. Apni Nisbat Se Mein Kuch Nahi Hu Lyrics - Owais Raza Qadri
  10. Tell Me Lyrics - Aashiq al-Rasul
  11. Mujh Pey Be Chashme Karam Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  12. Freedom Lyrics - Maher Zain
  13. Ya Nabi Lyrics - Sami Yusuf
  14. Without You Lyrics - Sami Yusuf
  15. Sallou Lyrics - Sami Yusuf
  16. I’m Your Hope Lyrics - Sami Yusuf
  17. So Soon Lyrics - Maher Zain
  18. Valley of Musk Lyrics - Gaith Adhami
  19. Go Lyrics - Sami Yusuf
  20. Adventure of Life Lyrics - Khaleel Muhammad
  21. Ya Mustafa Lyrics - Sami Yusuf
  22. Naat by Hazrat Abu Bakr “Al-Siddiq” (R.A.) Lyrics - Old Lyrics
  23. Radhitu Billahi Rabba (Arabic Version) Lyrics - Maher Zain
  24. Muslim School Anthem Lyrics - Zain Bhikha
  25. Naimatain Banta Jis Simt Woh Zeeshan Gaya Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

198 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
198
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x