Zara Chehre Se Lyrics - Ahmad Hussain

By: 

Zara Chehre Se Kamli Ko Lyrics


Zara chehre se kamli ko hata do Ya Rasulullah,
Humein bhi apna deewana bana do Ya Rasullallah.

Zara cheharay say kamali ko hata do Ya Rasul Allah…

Muhabbat ghair say meri chuda do Ya Rasulullah,
Meri soyi huyi kismat jaga do Ya Rasullallah.

Zara chehre se kamli ko hata do Ya Rasulullah…

Badi qismat hamari hai kay ummat main tumhari hai,
Bharosa deen-o-duniya main tumhara Ya Rasulullah.

Zara cheharay say kamali ko hata do Ya Rasul Allah…

Andheri qabr mein mujhko akela chor jayengay,
Wahan ho fazl say teray ujala Ya Rasullallah.

Zara chehare say kamali ko hata do Ya Rasul Allah…

Khuda mujhko Madinay mein jo pohunchaye to behtar hai,
Ke rozay par hi/mein day doon jaan, ja kar Ya Rasulullah.

Zara cheharay say kamali ko hata do Ya Rasul Allah…


More Islamic Lyrics

  1. Hye Hum Yateem Ho Gaye Lyrics - Dhamani Sisters
  2. Allah Hoo Akbar Lyrics - Farhan Ali Qadri
  3. A Way Of Life Lyrics - Zain Bhikha
  4. Change our Hearts Lyrics - Abdullah Rolle
  5. Tujhay Dhoondta Tha Mein Chaar Soo Lyrics - Urdu Hamds
  6. Hum Gunahgaaron Ka Aye Rab Ke Rasool Lyrics - Naat Lyrics
  7. Allah Made Everything Lyrics - Zain Bhikha
  8. To Guide You Home Lyrics (INSTRUMENTAL) Lyrics - Sami Yusuf
  9. Allah is Calling You Lyrics - Labbayk
  10. Bookshelf Lyrics - Gaith Adhami
  11. Show Me Lyrics - Tom Robertson
  12. Gunaahon Ki Aadat Chura Mere Mola Lyrics - Owais Raza Qadri
  13. We are here Lyrics - Aashiq al-Rasul
  14. Mere Maula Lyrics - Ahmad Hussain
  15. Ik Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai Lyrics - Naat Lyrics
  16. Countless Voices Lyrics - Voices Of Passion
  17. Rabbee Yebarik Lyrics - Maher Zain
  18. Who I Am Lyrics - Zain Bhikha
  19. Ahmad Ya Habibi Lyrics - Ahmad Hussain
  20. Thank You Allah Lyrics - Maher Zain
  21. Best of Creation Lyrics - Labbayk
  22. Ya Rabbi bil Mustafa Lyrics - Labbayk
  23. Mukh Mor Lenday Penan Tay Para Lyrics - Qari Shahid Mahmood
  24. Supplication Lyrics - Sami Yusuf
  25. My Lord Lyrics - Native Deen

COMMENTS

Subscribe
Notify of

6 Comments
Newest
Oldest Most Voted
6
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x