Bewaa Ka Sahara Lyrics - Irfan Hussain

By: 

Teraa Hi Baras Ji Saka Bewaa Ka Sahara Lyrics

Teraa Hi Baras Ji Saka Bewaa Ka Sahara x2
Ashur Ke Din Chal Basa Bewaa Ka Sahara
Teraa Hi Baras Ji Saka Bewa Ka Sahara x2

1. Bhooka Tha Kaeen Roz Se Tha Tashna Dahan Bhi
Sar Par Bhi Kaeen Zaqm Hai Tukde Hai Badan Bhi
Kis Zulm Se Maragaya Bewaa Ka Sahara

Teraa Hi Baras Ji Saka Bewaa Ka Sahara x2

2.Sarwar Ne Pada Bikhri Huwi Laash Pe Noha
Maqtal Mein Hasan Aae Kiya Rooh Ne Girya
Gatri Mein Simat Kar Utha Bewaa Ka Sahara

Teraa Hi Baras Ji Saka Bewaa Ka Sahara x2

3. Madar Ke Liye Vaqaye Phoolon Se Haseen Hai
Ab Maa Ke Tamanna-O-Ke Gulshan Mein Nahi Hai
Khabon Hi Mein Ab Aae Ga Bewaa Ka Sahara

Teraa Hi Baras Ji Saka Bewaa Ka Sahara x2

4. Mein Jeeti Chali Aae Thi Uske Hi Saharey
Ab Din Ye Zaaefi Ke Bhala Kaise Guzara
Jannat Ki Taraf Ja Chuka Bewa Ka Sahara

Teraa Hi Baras Ji Saka Bewaa Ka Sahara x2

5. Hai Qaak Mein Aur Qun Mein Dube Huve Gesun
Hai Bikhre Huve Phoolon Ki Bikhri Huvi Khushbu
Kis Shaan Se Dulha Bana Bewa Ka Sahara

Teraa Hi Baras Ji Saka Bewaa Ka Sahara x2

6. Is Haal Mein Ab Maa Ko Qaraar Aaega Kyunkar
Kis Tarha Bhula Paegi Ashur Ka Manzar
Kya Chutke Milega Bhala Bewaa Ka Sahara

Teraa Hi Baras Ji Saka Bewaa Ka Sahara x2

7. Ghar Jaake Bhi Hai Bhuli Huvi Apne Watan Ko
Bas Yaad Kiya Karti Hai Paamal Badan Ko
Is Haal Mein Aakar Mila Bewaa Ka Sahara

Teraa Hi Baras Ji Saka Bewaa Ka Sahara x2

8. Fidvi Ka Likha Noha Jo Irfan Padega
Sunne Ke Liya Paak Dil Insan Bhadega
Phir Ashkon Ko Yaad Aega Bewaa Ka Sahara

Teraa Hi Baras Ji Saka Bewaa Ka Sahara x2

Teraa Hi Baras Ji Saka Bewaa Ka Sahara x3

Noha Information:

Nauha Artist: Irfan Hussain
Nawha Album: Irfan Hussain – 2008


More Islamic Lyrics

  1. Mawlaya (Arabic Version) Lyrics - Maher Zain
  2. Allah, what a mighty heart Lyrics - Voices Of Passion
  3. Mera Asghar Kafi Hai Lyrics - Shahid Baltistani
  4. Children Of War Lyrics - Abdullah Rolle
  5. ‘Asheqan Lyrics - Sami Yusuf
  6. Falling Lyrics - Ahmad Hussain
  7. Ew’idooni Lyrics - Hamza Namira
  8. Khorasan Lyrics - Sami Yusuf
  9. My Beloved Lyrics - Ahmad Hussain
  10. Ring in the Desert Lyrics - Gaith Adhami
  11. Broken Lyrics - Zain Bhikha
  12. Apni Nisbat Se Mein Kuch Nahi Hu Lyrics - Owais Raza Qadri
  13. Your Beauty Lyrics - Tom Robertson
  14. Peace Remain Lyrics - Kareem Salama
  15. Imagine A Day Lyrics - Labbayk
  16. Main Naukar Hoon Shah-e-Madina Ka Sunlo Lyrics - Hafiz Ahsan Amin
  17. Guantanamo Bay Lyrics - Zain Bhikha
  18. Ishq Kee Intiha Syeda Fatima Lyrics - Milad Raza Qadri
  19. Take My Hand Lyrics - Nader Khan
  20. Likh Raha Hoon Naat E Sarwar Lyrics - Owais Raza Qadri
  21. Aj Sik Mitran Di Wadheriye Lyrics - Zulfiqar Ali
  22. Ya Rasoolallah Pukaro Ya Rasoolallah Lyrics - Milad Raza Qadri
  23. We At War Baby Lyrics - Gaith Adhami
  24. Aa Gaye Muzdah Shafa’at Ka Sunaanay Waalay Lyrics - Owais Raza Qadri
  25. Lab Pe Naat e Nabi Ka Lyrics - Aamir Liaquat

COMMENTS

Subscribe
Notify of

0 Comments
Newest
Oldest Most Voted
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x