Mera Asghar Kafi Hai Lyrics - Shahid Baltistani

By: 

Mera Asghar Kafi Hai Lyrics

Hatho me Ali Asgar ko liye Shabbir Sadaa ye dete the x2

Kiyaa mujse larengi ye Foje jafaa. Nau Lakh is Lashkar ke liye
Mere Asgar Kafi hai x5

1. Khud iski sana Quran ki terha Quran shujaat kerta hai x2
Hussain Ya Hussain x3
Ye Sher-e-Khuda ka pota hai Talwar bina larne ke liye
Mera Asgar kafi Hai x4

2. Kamsin hai magar laachaar nahi Abbas ke jaise tewar hai x2
Hussain Ya Hussain x3
Bas ek ishare se apni tufaan bapa ker ne ke liye
Mera Asgar kafi Hai x4

3. Ro de to baras jaye badal bole to kayamat aajaye x2
Hussain Ya Hussain x3
Ay marhab-e-dashte karbobala khaybar ko tere dhane ke liye
Mera Asgar kafi Hai x4

4. Umat pe jafa manzoor nahi Mei sabir hu majboor nahi x2
Hussain Ya Hussain x3
ye Hukam-e-Mashiyat hai warna Abbas tere Badle ke liye
Mera Asgar kafi Hai x4

5. Allah har Himat Baano ki khud fooj-e-sitam se kahti thi x2
Hussain Ya Hussain x3
Shabbir Pe Teer na Barsawo har teer-e-sitam khane ke liye
Mera Asgar kafi Hai x4

6. Jab ayi Sakina Maqtal me, Ek Laash se Ati thi ye sadaax2
Hussain Ya Hussain x3
Madaar ki Godh me so jawo pehlu me mere so ne ke liye
Mera Asgar kafi Hai x4

7. Sugra ko khabar ye ho na saki, Dunyaa se gaya piyasaa bhayi x2
Hussain Ya Hussain x3
usne to likha hai khat me yahi Ay baba mere sine ke liye
Mera Asgar kafi Hai x4

8. Rehan nahi fikr-e-mehshar Jab bab-e-hawaaij hai asghar x2
Hussain Ya Hussain x3
firdos me ibn-e-Zehra ke kadmo me jaga pane ke liye
Mera Asgar kafi Hai x4

Urdu Nuha Information:

Nawha Reciter: Shahid Baltistani
Album: Shahid Baltistani 2007 Volume


More Islamic Lyrics

  1. A New Day Lyrics - Labbayk
  2. Where is my Warrior? Lyrics - Voices Of Passion
  3. You Came To Me (Turkish) Lyrics - Sami Yusuf
  4. Burdah Lyrics - Mesut Kurtis
  5. Salaam Lyrics - Sami Yusuf
  6. Main Lajpalan De Lar Lagiyan Lyrics - Farhan Ali Qadri
  7. Bookshelf Lyrics - Gaith Adhami
  8. Waiting For The Call Lyrics - Irfan Makki
  9. Allah is Calling You Lyrics - Labbayk
  10. Yeh Meri Maa Ki Duaon Ka Asar Lagta Hai Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi
  11. Al-Hamdu Li’Llah Lyrics - Sami Yusuf
  12. Huzoor Jante Hain Lyrics - Owais Raza Qadri
  13. My Hero Lyrics - Harris J.
  14. Milad Ki Ratiyan Dhoom Yeh Thi Lyrics - Muhammad Afzal Noshahi
  15. Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye Lyrics - Farhan Ali Qadri
  16. My Little Girl Lyrics - Maher Zain
  17. Ashqi Mn – ?????? ?? Lyrics - Jabar Abdollah
  18. Ya Nabi Salam Alayka Lyrics - Maher Zain
  19. Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gaye Ghum Baishumar Lyrics - Owais Raza Qadri
  20. Balaghal Ula Bekamaalaihi Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  21. Close To You Lyrics - Maher Zain
  22. Ya Taiba Lyrics - Various Artists
  23. Supplication Lyrics - Sami Yusuf
  24. Sabke Hain Muhammad Lyrics - Imran Shaikh Attari
  25. Imagine Lyrics - Adam Ali

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

6 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
6
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x