An Nabi Sallu Alai [Part 2-2] Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

An Nabi Salu Alay Lyrics

An Nabi Sallo Alaih

Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah
Ya Habeeballah Ya Habeeballah.

Barse Karam Ki Bharan, Bhoole Niam Ke Chaman,
Aysi Chala Do Hawa, Tum Pe Karodon Durood,
Kiyoon Kahoon Be Kas Hoon Main, Kiyoon Kahon Bay Bas Hun Main,
Tum Ho Main Tum Pe Fida, Tum Pe Karodon Durood

Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah
Ya Habeeballah Ya Habeeballah.

An Nabi Dhaakal Maleeh, Qawaluhu Qawlu Saheeh,
Wal Quran Shaiun Faseeh, Alladee Unzil Alaih.

Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah x2

An Nabi Sallo Alaih, Salawathullah Alaih,
Wa Yanaalul Barakah, Kullu Man Salla Alaih.

Karke Tumare Gunaah, Manghe Tumaari Panaa,
Tum Kaho Daaman Men Aa, Tum Pe Karodon Durood,
Ham Ne Khata Men Na Ki, Tum Ne Ataa Men Na Ki,
Koi Kamee Sarwara, Tum Pe Karodon Durood.
Aankh Ata Keejiye, Us Men Ziya Deejiye,
Jalwa Qareeb Aagaya, Tum Pe Karodon Durood
Kaam Woh Lay Leejiye, Tumko Jo Raazee Kare,
Theek Ho Naame Raza, Tum Pe Karodon Durood.

Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah,
Ya Habeeballah Ya Habeeballah.

Wal Hasan Tummal Husain, Lin Nabi Raihaanatain,
Fathima Qurrathu Ayn, Jadduhum Sallo Alaih.

An Nabi Sallo Alaih, Salawathullah Alaih,
Wa Yanaalul Barakah Kullu Man Salla Alaih.

Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah x2

An Nabi Sallo Alaih, Salawathullah Alaih,
Wa Yanaalul Barakah, Kullu Man Salla Alaih.

Ye Ubaid Adna Ghulam, Tera Hai Khairul Anam,
Waqt Midhat Keliye, Is Ki Ho Umr Tamam

An Nabi Sallo Alaih, Salawathullah Alaih,
Wa Yanaalul Barakah, Kullu Man Salla Alaih.

Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah,
Ya Habeeballah Ya Habeeballah.

An Nabi Sallo Alaih, Salawathullah Alaih,
Wa Yanaalul Barakah Kullu Man Salla Alaih.

Naat Information:
Naat Khawan: Owais Raza Qadri
Part 1 Lyrics: An Nabi Sallu Alai – Urdu Written Lyrics
Urdu Written Lyrics: An Nabi Sallu Alai – Urdu Written Lyrics


More Islamic Lyrics

  1. Bekhud Kiye Dete Hain Lyrics - Aamir Liaquat
  2. Ay Shaam E Gharibaan Lyrics - Mesum Abbas
  3. Holy Water Lyrics - Gaith Adhami
  4. Rabbee Yebarik Lyrics - Maher Zain
  5. Habibi Ya Rasool Allah Lyrics - Milad Raza Qadri
  6. Rab Ne Diya Hay Unko Lyrics - Farhan Ali Qadri
  7. All I Need Lyrics - Sami Yusuf
  8. Free Lyrics - Sami Yusuf
  9. Valley of Musk Lyrics - Gaith Adhami
  10. Ya Habibi, Ya Hussain (AS) Lyrics - Mesum Abbas
  11. Ya Taybah Lyrics - Native Deen
  12. The Power Lyrics - Maher Zain
  13. Without You Lyrics (ACOUSTIC – ARABIC) Lyrics - Sami Yusuf
  14. Your Mercy Lyrics - Raef
  15. Zainab Ka Wasta Lyrics - Dhamani Sisters
  16. Without You Lyrics - Sami Yusuf
  17. Children Of War Lyrics - Abdullah Rolle
  18. Light of the Worlds Lyrics - Aashiq al-Rasul
  19. Al Malik Lyrics - Hesham Abdul Wahab
  20. You Are The One Lyrics - Raef
  21. Eid Mubarak Lyrics - Harris J.
  22. Dardo Alam Ke Mare Lyrics - Naat Lyrics
  23. You And I Lyrics - Irfan Makki
  24. Qadam Qadam Pe Khuda Ki Madad Lyrics - Owais Raza Qadri
  25. Ya Rahman – ?? ?? ?? ????? Lyrics - Jabar Abdollah

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

4 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
4
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x