Shah e Wala Mujhe Taiba Bulalo Lyrics - Naat Lyrics

By: 

Shah e Wala Mujhe Taiba Bulalo Lyrics


Shah E Waala Mujhay Taibah Bulalo
Taibah Bula Lo Mujhe Taibah Bulalo
Devdhi Ka Apni Kutta Bana Lo
Qadmon Se Apne Mujh Ko Laga Lo

Sadqe Mein Sadqe Mein Sadqe Bula Lo
Furqat Ke Maare Ko Pyare Jhila Lo
Pyare Jhila Lo Mujhe Pyare Jhila Lo
Maula Jhila Lo Mujhe Aaqa Jhila Lo

Duniyan Ke Jhaghdo Se Yaksar Chhudaa Kar
Ghairon Ki Ulfat Ko Dil Se Mitaa Kar
Shah E Waala Mujhe Apna Bana Lo
Apna Bana Lo Mujhe Apna Bana Lo

Naikon Ke Sadqe Mein Hum Se Badon Ko
Zaaro Nazaaro Museebat Zadon Ko
Maula Nibhaa Lo Mere Maula Nibhaa Lo
Haan Haan Nibhalo Mere Maula Nibhaa Lo

Hotey Ho Tum Kyu Maayus O Muztar
Kis Waastey Ho Hairaan O Shashdar
Dukh Dard Walo Suno Dukh Dard Walo
Taibah Se Har Ek Apni Dawa Lo

Aankhon Mein Aao Dil Me Samaao
Parda Uthao Jalwa Dikhao
Hasrat Zadaa Ki Pyare Dua Lo
Hasrat Nikalo Meri Hasrat Nikalo

Dolat Hai Nayya Mori Bhavar Mein
Maula Tiraao Aike Nazar Mein
Moori Khabariya Morey Piya Lo
Moko Bachal Lo Piya Moko Bacha Lo

Taaib Hon Najdi Aaib Hon Najdi
Aur Ye Na Ho To Khaaib Hon Najdi
Gaaib Hon Najdi Maula Nikalo
Jaldi Nikalo Inhein Jaldi Nikalo

Ye Noori Muztar Tera Sanaagar
Aur Iska Ghar Bhar Ho Haazir-E-Darr
Apne Gadaagar Ko Darr Par Bula Lo
Amn O Aman Se Hamein Sarwar Bula Lo


More Islamic Lyrics

  1. Give The Young A Chance Lyrics - Sami Yusuf
  2. Noori Mehfil Pay Chadar Tani Noor Ki Lyrics - Siddique Ismail
  3. Pizza in His Pocket Lyrics - Zain Bhikha
  4. By My Side Lyrics - Maher Zain
  5. Taiba Taiba Lyrics - Hooria Rafiq
  6. Rabbana Lyrics - Labbayk
  7. Ya Taybah Lyrics - Native Deen
  8. Aur Sham E Gharibaan Lyrics - Shahid Baltistani
  9. Sari Gelin Lyrics - Sami Yusuf
  10. Lab Pe Aati Hai Dua Lyrics - Special Collection
  11. You Are The One Lyrics - Raef
  12. He is One Lyrics - Tom Robertson
  13. Shukar Hai Tera Khudaya Lyrics - Hafiz Ahsan Amin
  14. Go Lyrics - Sami Yusuf
  15. Sarkar e Dono Aalam Nazar e Karam Ho Jaana Lyrics - Naat Lyrics
  16. Ameen Kaho Bacho Lyrics - Mesum Abbas
  17. Dardo Alam Ke Mare Lyrics - Naat Lyrics
  18. Mera Dil Badal De Lyrics - Junaid Jamshed
  19. Allah Allah Nabi Ka Gharana Lyrics - Milad Raza Qadri
  20. Allah Almighty Lyrics - Ahmed Bukhatir
  21. Mar Kay Apni Hee Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  22. Tu Shah e Khubaan Tu Jaan e Janaan Lyrics - Milad Raza Qadri
  23. The Bright Moon Lyrics - Raef
  24. Sout Lyrics - Hamza Namira
  25. Peace & Blessings Lyrics - Raef

COMMENTS

Subscribe
Notify of

0 Comments
Newest
Oldest Most Voted
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x