Wo Jo Haal e Khasta They Hausley Lyrics - Naat Lyrics

By: 

Wo Jo Haal e Khasta They Hausley Lyrics


Wo jo haal e khasta they hausley
Wo shabab ban ke machal gaye
Suna jab se un ki rasai hai
Mehshar me, din ye badal gaye

Jo girey they un ko uthha gaye
Jo they rotey un ko hansa gaye
Chali rehmatein sang har qadam
Wo jahan gaye wo jidhar gaye

They bujhe bujhe se naseeb or
Na dilon me thi kabhi roshni
Jo uthi jamal e nazar teri
To bujhe charag bhi jal gaye

Fansa jab safeena bhanwar kabhi
To pukaarney ki thi dair bas
Kaha al madad mushkil kusha
They fansey bhanwar se nikal gaye

Bulwaya haq ne meraaj e arsh
Badhi jab talab teri deed ki
Karun kya main ke teri deed ho
Yahi soch sham o shahar gaye

Suntey hain apno ki ghairon ki
‘ Mehboob ‘ naaz nabi pe hai
Qurbaan tum pe hon kyun na hum
Gham raahaton me jo dhal gaye

Submitted by: Mehboob Makrani


More Islamic Lyrics

  1. Ya Maula Ali (AS) Lyrics - Mesum Abbas
  2. Ya Rasul Allah (Part 1) Lyrics - Sami Yusuf
  3. To Guide You Home Lyrics (INSTRUMENTAL) Lyrics - Sami Yusuf
  4. Aaqa Ka Milad Aaya [Part 2-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  5. Aapsa Dono Jahan Mein Nazar Lyrics - Abid Masoomi
  6. Taha Lyrics - Sami Yusuf
  7. Dil Say Hazar Bar Madina Tujhay Salam Lyrics - Owais Raza Qadri
  8. Dil Main Ishq e Nabi Lyrics - Milad Raza Qadri
  9. 99 Names of Allah Lyrics - Kamal Uddin
  10. Shahe Madina Lyrics - Saira Naseem
  11. Ku MilikMu Lyrics - Maher Zain
  12. Heaven Lyrics - Khaleel Muhammad
  13. Lagiyan Ne Mojan Lyrics - Owais Raza Qadri
  14. Ellahi Lyrics - Zain Bhikha
  15. Turn to Allah Lyrics - Zain Bhikha
  16. Allah Hoo Akbar Lyrics - Farhan Ali Qadri
  17. Sartaba Qadam Hain Tanay Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  18. One God Lyrics - Zain Bhikha
  19. Ameen Kaho Bacho Lyrics - Mesum Abbas
  20. Palestine Lyrics - Irfan Makki
  21. Oh Allah Lyrics - Tom Robertson
  22. Ya Rab Hai Bakhsh Dena Lyrics - Owais Raza Qadri
  23. Aaqa Ka Milad Aaya [Part 1-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  24. Aaj Aaye Nabiyon Kay Sardar Marhaba Lyrics - Owais Raza Qadri
  25. Mawlaya Lyrics - Maher Zain

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

0 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x