Karam Karte Ho Rehte Ho Lyrics - Naat Lyrics

By: 

Karam Karte Ho Rehte Ho Lyrics


Karam Karte Ho Rehte Ho Karam Kartey Hee Rehna Tum
Madiney Mey Bulaatey Ho Bulaatey Yunhi Rehna Tum

Tasawwur Mey Takhayyul Mey Madiney Aatey Jaatey They
Bulaaya Ab Madiney Mey Bulaatey Yunhi Rehna Tum

Gira Hoon Baarey Isyaan Sey Agisnee Ya Rasool Allah
Girey Ko Tum Uthaatey Ho Uthaatey Yunhi Rehna Tum

Gham-e-Ishq-e-Muhammad Mey Rahey Aankhain Hameysha Nam
Pilaatey Jaam e ‘Ulfat Ho Pilaatey Yunhi Rehna Tum

Nazar Key Saamney Haazir Hain Aaqa Aap Ka Mujrim
Mitaao Is Key Jurmo Ko Mitaatey Yunhi Rehna Tum

Mili Iftaar Ki ‘Izzat Mujhey Phir Maah e Ramzan Mey
Khilaya Mujh Ko Qadmon Mey Khilatey Yunhi Rehna Tum

Miley Shab Qadr Ki Ne’mat Shahaa Hamza Key Sadqey Mey
Lutaatey Unka Sadqa Ho Lutaatey Yunhi Rehna Tum

Chala Hoon Phir Madiney Sey Liye Arman Yeh Dil Mey
Bulaana Jald Taibah Mey Bulaatey Yunhi Rehna Tum

Muradain Sab Ney Paayee Hain Isi Sarkaar Mey Aakar
Hansaya Tumney Roton Ko Hansatey Yunhi Rehna Tum

Karam Sey Aap Key Jaaga Pisar Ka Bakhtey Khufta Yun
Dikhaaya Usko Taibah Bhi Dikhaatey Yunhi Rehna Tum

Yeh Maana Mujrimo ‘Aasee Tumhaara Shakir e Noorie
Nibhaatey Isko Rehtey Ho Nibhaatey Yunhi Rehna Tum


More Islamic Lyrics

  1. Mukh Mor Lenday Penan Tay Para Lyrics - Qari Shahid Mahmood
  2. Thank You Allah Lyrics - Maher Zain
  3. Thula Sizwe Lyrics - Zain Bhikha
  4. Asmaa Al-Husna Lyrics - Aashiq al-Rasul
  5. Alvida Alvida Mahe Ramzan Lyrics - Naat Lyrics
  6. Duas from Quran Lyrics - Islamic Duas
  7. Never Never Lyrics - Sami Yusuf
  8. Dryer Land Lyrics - Sami Yusuf
  9. Tumhare Sajde Ko Kaba Salam Kehta Hai Lyrics - Naat Lyrics
  10. That Moment He Smiled Lyrics - Zain Bhikha
  11. Dil Madinah Mera Bana Aaqa Lyrics - Owais Raza Qadri
  12. Jalwa e Jaana Lyrics - Junaid Jamshed
  13. Ya Mustafa Lyrics - Sami Yusuf
  14. Awaken Lyrics - Maher Zain
  15. Inquilab Inquilab Lyrics - Irfan Hussain
  16. Show Me Lyrics - Tom Robertson
  17. Shukar Hai Tera Khudaya Lyrics - Hafiz Ahsan Amin
  18. Bano Ka Yeh Arman Tha Lyrics - Dhamani Sisters
  19. Make Me Strong Lyrics - Sami Yusuf
  20. Nur ‘Ala Nur Lyrics - Aashiq al-Rasul
  21. Generous Peace Lyrics - Kareem Salama
  22. Fikr E Iqbal Lyrics - Shahid Baltistani
  23. Jaaneh Jaanaan Lyrics - Sami Yusuf
  24. Sir Bulandi Ki Riwayat Sir Katany Say Chali Lyrics - Owais Raza Qadri
  25. Aye Shaam Terey Bazaaron Se Lyrics - Irfan Hussain

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

0 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x