Nibhalo Tum Ya Rasoolallah Lyrics - Naat Lyrics

By: 

Nibhalo Tum Nibhalo Tum Nibhalo Ya RasoolAllah Lyrics


Nibhalo Tum Nibhalo Tum Nibhalo Ya RasoolAllah
Bulaalo Ab Madiney Mey Bulaalo Ya Rasool Allah

Satatey Hain Jo Duniya Waley Is Ka Kuch Nahi Hain Gham
Mujhey Bas Apna Keh Kar Tum Bulaalo Ya Rasool Allah

Sunehri Jaaliyon Key Saamney Pohcha Hoon Mey Aaqa
Mujhey Apni Ziyaarat Tum Karaado Ya Rasool Allah

Meyri Qismat Buree Ho To Khudara Tum Bhalee Kardo
Sanwaaro Meyri Qismat Ko Sanwaaro Ya Rasool Allah

‘Ataa Ho ‘Ilm Ki Daulat ‘Ataa Ho Deed Ki Daulat
Damey Aakhir Madinah Bhi ‘Ataa Ho Ya Rasool Allah

Shafa’at Ka Sawali Hoon Sawali Hoon Mey Rehmat Ka
Ijaabat Sey Nawaazo Tum Nawaazo Ya Rasool Allah

Mo’in-e-Raah-e-Taiba Hain Merey Khwaja Mo’inuddeen
Mo’in-e-Raah-e-Jannat Bhi Banaado Ya Rasool Allah

Tasadduq Ghaus e A’azam Ka Tawassul A’ala Hazrat Ka
Baqee-e-Paak Key Qaabil Banaado Ya Rasool Allah

Nigah-e-Mufti-e A’azam Ney Zindah Kardiya Dil Ko
Unhee Ka Saath Mehshar Mey ‘Ataa Ho Ya Rasool Allah

Tamanna Yeh Liye Jaata Hai Aaqa Shakir e Razvi
Isey Izney Madinah Phir ‘Ataa Ho Ya Rasool Allah

Tamanna e Madinah


More Islamic Lyrics

  1. 99 Names of Allah Lyrics - Beautiful Names
  2. Makes Me Crazy Lyrics - Kareem Salama
  3. Baraye Dil e Dukhtar Lyrics - Nadeem Sarwar
  4. Hasbun’ Allah Lyrics - Zain Bhikha
  5. Barakah Lyrics - Sami Yusuf
  6. Rooh e Shabbir Woh Manzar To Bata Lyrics - Milad Raza Qadri
  7. Hazri Abbass Ki Lyrics - Dhamani Sisters
  8. Ahmad Ya Habibi Lyrics - Ahmad Hussain
  9. Naat by Hazrat Umar ibn Al-Khattab “Al-Faruq” (R.A.) Lyrics - Old Lyrics
  10. The Cave of Hira Lyrics - Sami Yusuf
  11. Autumn Lyrics - Sami Yusuf
  12. Muslim School Anthem Lyrics - Zain Bhikha
  13. Hushed Lyrics - Gaith Adhami
  14. Every Beat Lyrics - Aashiq al-Rasul
  15. Bewaa Ka Sahara Lyrics - Irfan Hussain
  16. Your Mercy Lyrics - Raef
  17. The Path Lyrics - Raef
  18. Heal the World Lyrics - Zain Bhikha
  19. ??? ??????? ??? ???? ????? – Buniyal Islam Ala Khamsin Kamsathi Ana Ka Nin Fe Din Lyrics - Various Artists
  20. Let It Go Lyrics - Maher Zain
  21. Rabbana Lyrics - Labbayk
  22. Lab Pe Aati Hai Dua Lyrics - Special Collection
  23. Main Naukar Hoon Shah-e-Madina Ka Sunlo Lyrics - Hafiz Ahsan Amin
  24. Ze Eshqat Lyrics - Sami Yusuf
  25. The Passing Traveller Lyrics - Zain Bhikha

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

3 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
3
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x