Aaqa Ka Milad Aaya [Part 1-2] Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

Aaqa Ka Milad Aaya Part 1 Lyrics

Ya RasoolAllah Ya HabibAllah
Salla Alaika Ya RasoolAllah
Wassallam Alaika Ya HabibAllah
Ahlaon Wa Sahlan Marhaba Ya RasoolAllah

Charoon Taraf Noor Chaya,
Aaqa Ka Milad Aaya,
Khushiyon Ka Pegham Laya,
Aqa Kaa Milad Aya.
Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah,
Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah.

Shams-O-Qamar Aur Taaray,
Kyun Na Hon Khush Aaj Saaray,
Unsay He To Noor Paaya,

Aaqa Ka Milad Aaya…

Khushiyan Manatay Hain Wohi,
Dhoomain Machatay Hain Wohi,
Jin Par Hua Unka Saaya,

Aaqa Ka Milad Aaya…

Ghar Ko Sajatay Hain Wohi,
Jhanday Lehratay Hain Wohi,
Jin Par Hua Unka Saaya,

Aaqa Ka Milad Aaya…

Hai Shaad Har Ek Muslimaan,
Karta Hai Ghar Ghar Charaghaan,
Galiyoon Ko Bhi Jagmagaya,

Aaqa Ka Milad Aaya…

Mukhtar-e-Kul Maanay Jou Unhein,
Noori Bashar Jaanay Jou Unhe,
Naara Ussi Nay Lagaya,

Aaka Ka Milad Aya…

Please continue to Part#2 to listen and view the full naat lyrics.
Part-2 Link: Aaqa Ka Milad Aaya [Part 2 of 2]

Naat Information:
Sana Khuwaan: Owais Raza Qadri
Kalaam By: Obaid-E-Raza


More Islamic Lyrics

  1. Mawlaya Lyrics - Raef
  2. We are here Lyrics - Aashiq al-Rasul
  3. Ali Da Malang Mein Tey Ali Da Lyrics - Farhan Ali Qadri
  4. A Time to Please Allah Lyrics - Labbayk
  5. Aap Kiya Jane Fatima Kiya Hai Lyrics - Shadman Raza
  6. Unki Kiya Baat Hai Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  7. Hye Hum Yateem Ho Gaye Lyrics - Dhamani Sisters
  8. The Chosen One Lyrics - Maher Zain
  9. As Subhu Badaa Lyrics - Aashiq al-Rasul
  10. Gaza Lyrics - Native Deen
  11. La ilaha illa Allah Lyrics - Taha Hosna
  12. Aao Parhein Qur’an Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  13. Medina Lyrics - Maher Zain
  14. Ab To Bas Lyrics - Ahmad Hussain
  15. True Love Lyrics - Maher Zain
  16. It’s Jumuah “Friday” Lyrics - Raef
  17. Shafa’a – ????? Lyrics - Jabar Abdollah
  18. Good Life Lyrics - Harris J.
  19. One Big Family Lyrics - Maher Zain
  20. Healing Lyrics - Sami Yusuf
  21. Marhaba Bolo Marhaba Lyrics - Farhan Ali Qadri
  22. Durood e Taj Lyrics - Durood Shareef
  23. Generous Peace Lyrics - Kareem Salama
  24. Jab Aaye Jahan Main Muhammad Lyrics - Akram Aslam Sabri
  25. Beautiful World Lyrics - Noor

COMMENTS

Subscribe
Notify of

103 Comments
Newest
Oldest Most Voted
103
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x