Zindagi Ka Bharosa Nahin Lyrics - Shadman Raza

By: 

Zindagi Ka Bharosa Nahin Lyrics

Zindagi ka bharosa nahin, Zikr e Haider kiya kijiye
Akbat bhi sanwar jaye gi, yeh fariza aada kijiye.

Lakh sajde kiye jaye, phir bhi bakhsish na ho paye gi
Yeh Muhammad ka farman hai, in kay ghar say wafa kijiye.

Mar bhi jayein to martay nahin, hum to kasrat say darte nahin
Kufr hai agar wilaye Ali, hum ko kafir kaha kijiye.

Dar pay aa ker yeh Shabir kay, aik rahib nay ki iltaja
Main sawali houn Shah e Zaman, mujko baitay aata kijiye.

Bughz e Haider hai bugz e Nabi, yeh najasat hai sab say bari
Jo Ali say adawat rakhay, dur us say raha kijiye.

Do fariqain main aik hi, haq pay hota hai aie dosto
Koun Jang e Jamal main magar, haq pay tha faisla kijiye.

Ya Ali mukhtar hain, anbiya ke madad gar hain
Jitnay momin hain uqda kusha, unki hajat rawan kijiye.

Aal e Ahmed kay zakir muhib, zikr ghairoon ka kertay nahin
App shayer hain Imran ke, maqabat he likha kijiye.

Zindagi ka bharosa nahin, Zikr e Haider kiya kijiye
Aaqbat bhi sanwar jaye gi, yeh fariza aada kijiye.


More Islamic Lyrics

  1. The Mountain Lyrics - Tom Robertson
  2. Ik Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai Lyrics - Naat Lyrics
  3. Close Your Eyes Lyrics - Zain Bhikha
  4. Ashqi Mn – ?????? ?? Lyrics - Jabar Abdollah
  5. Climb With Me Lyrics - Gaith Adhami
  6. Agar Koi Apna Bhala Chahta Hai Lyrics - Mohammad Rehan Qureshi
  7. Sultan e Karbala Ko Hamara Salam Ho Lyrics - Owais Raza Qadri
  8. Asma Allah Lyrics - Sami Yusuf
  9. Karam Kay Aashiyanay Ki Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  10. Kidhar Gaye Ammu Lyrics - Irfan Hussain
  11. Al-Hamdu Li’Llah Lyrics - Sami Yusuf
  12. Ilahi Teri Chokhat Per Bhikari Ban Ker Aya Hoon Lyrics - Junaid Jamshed
  13. The Sound of Tears Lyrics - Nader Khan
  14. Mabrook Lyrics - Irfan Makki
  15. Main To Panjtan Ka Ghulam Hoon Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  16. Jashn e Millad Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  17. Go Lyrics - Sami Yusuf
  18. Muhammad (Pbuh) Lyrics - Maher Zain
  19. Kya Bayaan Azmatein Houn Teri Shaha Lyrics - Naat Lyrics
  20. SubhanAllah Lyrics - Native Deen
  21. Long Ago – 610 Lyrics - Khaleel Muhammad
  22. No Word Is Worthy Lyrics - Sami Yusuf
  23. An Nabi Sallu Alai [Part 2-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  24. Why? Lyrics - Ahmad Hussain
  25. Al Qudsu Tunadeena Lyrics - Ahmed Bukhatir

COMMENTS

Subscribe
Notify of

34 Comments
Newest
Oldest Most Voted
34
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x