Aie Mahe Ramzan Alwada Lyrics - Qari Mohammed Rizwan

By: 

Al Wida Mahe Ramzan Lyrics

Aie reniyali shab qadr, aie mah e ramzan alwada
Biryahein furqat say jigar, aie mahe ramzan al wada.

Aankhoon say ab aanso bahein yeh dard hum kisko kahein
Tujh karni rotay rahein, aie mah e ramzan al wada.

Tu kuuch ka mara tabal, mujh sar para gham ka ajar
Yeh dukh kahoon kiskay agal, aie mah e ramadan al wada.

Kiya tha mubarak mah tu, saray baras ka shah tu
Rab ki dikhayi rah tu, aye mah e ramzaan alwada.

Hum tujh bina ab tal malein, teri muhabbat mein galay
Jeetay rahein to phir milein, aye mah e ramadaan alvada.

Tu aaye ga under jahan, hum howein gay shayad kahan
Bhetar qabr ya jagh mein aa, aye mah e ramdaan al vada.

Dil ka meray sultan tu, mujh per kiya ehsaan tu
Din tees ka mehman tu, aye mah e ramazan alwada.

Muj dil mein tera dard hai, tujh karni rukh zard hai
Tan lagha ro dam sard hai, aye mah e ramzan alwada.

Roshan hoyi thi masjida, kush tar bhichaye masnada
Qur’an parhtay hafiza, aye mah e ramzan alwada.

Ummat bhiter bheja tujhay, dozakh agan tujhsay bujhay
Taqwa hai tujh upper mujhay, aye mah e ramzaan alvida.

Rozay say mukh per noor hay, tan kahini say dur hai
Dil sabr say mamoor hai, aye mah e ramzaan al vida.

Tha deen ka tujh mein maza, tu ho chala hum say juda
Sab momina tujh per fida, aye mah e ramzaan alvada.

Jab mah giyara jayein gay, ramzan mubarak aayein gay
Jinkay naseeb woh payein gay, aye mah e ramzaan alwada.

Suna huwa sansar sabh, baki rahein din char ab
Baihosh ho kehtay hain sab, aye mah e ramzaan alwada.

Hum tujh bina ab tal malein, teri muhabbat mein galay
Jeetay rahein to phir milein, aye mah e ramadaan alvada.

Tan beeich hairani ahay, aankhoon say nit pani bahay
Ro ro Yatimala kahay, aie mah e ramzaan alvada.

Naat Information
Recited By: Qari Mohammed Rizwan
Album: Not Available


More Islamic Lyrics

  1. As Subhu Bada Min Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  2. Give Thanks To Allah Lyrics - Zain Bhikha
  3. Every Morning Lyrics - Labbayk
  4. Dryer Land Lyrics - Sami Yusuf
  5. Dil Jis Se Zinda Hain Lyrics - Ahmad Hussain
  6. Ajab Rang Par Hai Bahare Madina Lyrics - Naat Lyrics
  7. Aaya Kamli Wala Lyrics - Qari Shahid Mahmood
  8. ??? ??????? ??? ???? ????? – Buniyal Islam Ala Khamsin Kamsathi Ana Ka Nin Fe Din Lyrics - Various Artists
  9. Ya Habibi, Ya Hussain (AS) Lyrics - Mesum Abbas
  10. Mein Tere Samne Lyrics - Ali Haider
  11. Marhaba Mustafa Lyrics - A. R. Rahman
  12. Smile Lyrics - Sami Yusuf
  13. Free Lyrics - Zain Bhikha
  14. Light of the Worlds Lyrics - Aashiq al-Rasul
  15. He is One Lyrics - Tom Robertson
  16. Nabi Ka Zikar Hi Lyrics - Umair Zubair Qadri
  17. Salam Alaikum Lyrics - Harris J.
  18. The Source Lyrics - Sami Yusuf
  19. Ameer Bhi Hai Ghareeb Bhi Lyrics - Mir Hasan Mir
  20. Aa Gayi Mustafa Ki Sawari Lyrics - Naat Lyrics
  21. Yeh Meri Maa Ki Duaon Ka Asar Lagta Hai Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi
  22. Heaven Lyrics - Khaleel Muhammad
  23. My Mum is Amazing Lyrics - Zain Bhikha
  24. Theraawo Sawaari Lyrics - Mesum Abbas
  25. Wah Kiya Joodo Karam Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

6 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
6
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x