Kaash Abbass Na Maray Jaatay Lyrics - Dhamani Sisters

By: 

Kaash Abbas Na Maray Jaatey Lyrics

Kaash abbas na maray jaatey (x5)

Is tarha lagh ti naa akber key kalejey mein sinah,

Is tarha hoti naa sadaat key khaimo mei fughaan

Yun naa zainab key saharey jaatey

Kaash abbas na maray jaatey (x2)

Downo bazoo woh shehen shaa hai wafa key thaamey

Laashey abbas pey shabbir bukah kartey they


Bhaiyi tum baad hamarey jaatey

Kaash abbas na maray jaatey (x2)

Ghardaney shaa pey yun ran mei naa khanjar chalta

Yun naa khursheede imamat naa sarey maqtal dhalta

Yun sar neyzooh pey sar jaatey

Kaash abbas na maray jaatey (x2)

Hotey abbas dilawar to na khaimey jaltey

Shaam-e-Ghurbaat na sakina ko tamachey laghtey

Ghosh waarey naa utarey jaatey

Kaash abbas na maray jaatey (x2)

Hotey abbas tow chinti naa rida zainab ki

Paawo mei aabid-e-muztar key na beyri dalti

Taaziyaane bhi naa marey jaatey

Kaash abbas na maray jaatey (x2)

Hokey paabande rasan sayyad-e-sajjad chaley

Neher ko deikh ke rotey huwey yeh kehney laghey

Sab watan saath hamarey jaatey

Kaash abbass na maray jaatay (x2)

Aaj bhi aati hai yeh qabrey sakina sey sadaa

Aei chacha laati naa zindaan mei yun hamko qaza

Saath aghar hum bhi tumhare jaatey

Kash abbas na mare jatay (x2)

Haal-e-Akber jo koi pooch ta tha noor-e-ali

Ro key zainab yahi kehti thi sadaa noor-e-ali

Kaash abbas na maray jaatey

Kaash abbas na maray jaatey (x6)

Recited By: Fatima Dhamani and Batul Dhamani
Album: Karbala Wala Musafir
Released: 2009


More Islamic Lyrics

  1. Panaah Lyrics - Fez Meghani
  2. Tujhay Dhoondta Tha Mein Chaar Soo Lyrics - Urdu Hamds
  3. Ay Kufey Waalo Mein Zainab (A.S) Hoon Lyrics - Irfan Hussain
  4. Mamma Lyrics - Irfan Makki
  5. Aie Sabz Gumbad Wale Lyrics - Owais Raza Qadri
  6. Mast Qalandar Lyrics - Sami Yusuf
  7. Heartbeat Lyrics - Zain Bhikha
  8. Try Not to Cry Lyrics - Sami Yusuf
  9. 99 Names of Allah Lyrics - Beautiful Names
  10. Al Malik Lyrics - Hesham Abdul Wahab
  11. I Think of You Lyrics - Mesut Kurtis
  12. Wah Kiya Joodo Karam Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  13. You Came To Me (Farsi) Lyrics - Sami Yusuf
  14. He is One Lyrics - Tom Robertson
  15. Ya Nabi Salam Alaika Ya Rasool Salam Alaika Lyrics - Owais Raza Qadri
  16. Maqsad e Aalam e Hayaat e Nabi Lyrics - Naat Lyrics
  17. Asma ul Husna Lyrics - Labbayk
  18. Iltija Hai Iltija Lyrics - Aamir Fayyazi
  19. Ellahi Lyrics - Zain Bhikha
  20. Although I Never Saw His Face Lyrics - Zain Bhikha
  21. Afreen Afreen Lyrics - Aashiq al-Rasul
  22. Beloved Lyrics - Mesut Kurtis
  23. Ben Yürürüm Yane Yane Lyrics - Sami Yusuf
  24. Happiness Lyrics - Sami Yusuf
  25. Mohammed Ke Shaher Mein [Part 1-3] Lyrics - Aslam Sabri

COMMENTS

Subscribe
Notify of

18 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
18
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x