Sartaba Qadam Hain Tanay Lyrics - Mohammad Tahir Qadri

By: 

Sartaba Qadam Hain Tanay Lyrics

Chorus:
Sartaba qadam hai tanay, Sultan e Zaman phool
Lab phool dahan phool zatan, phool badan phool

Tinka bhi hamarey, hilaye nahin hilta
Tum chaho to ho jaye abhi, kohay mehan phool.

Sadqay mein teray baag to, kiya laye hain maan phool
Eis ghuncha e dil ko bhi to, imaanhoon kay ban phool

Chorus

Wallah Jo Mil Jaaye Mere Gul Ka Paseena
Maange Na Kabhi Itar Na, Phir Chahe Dulhan Phool.

Chorus

Dil apna bhi shadai hai, us naakhunay-pa ka
Itna bhi maheno-pay na, Ae charkhay kohan phool.

Chorus

Kiya baat Raza us chamanistan e karam ki,
Zahra hai kali jis mein Hussain aur Hassan phool.

Chorus

Sarrtaba kadam hai tanay, sultan e Zaman phool
Lab phool dahan phool zatan, phool badan phool

Naat Lyrics & Video Information

Naat Khawan: Hafiz Mohammad Tahir Qadri
Naat: Sar Ta Ba Qadam
Audio: Royal Records
D.O.P: Tehzin Ahmed
Post: 3Knots
Edit: Gohar Hayat
Director: Imran Hayat


More Islamic Lyrics

  1. You Came To Me (Arabic) Lyrics - Sami Yusuf
  2. The Key Lyrics - Sami Yusuf
  3. You Are The One Lyrics - Raef
  4. So Real Lyrics - Raef
  5. Aie Mere Baba Jaan Lyrics - Shahid Baltistani
  6. I Need Your Help Lyrics - Wajid Akhtar
  7. Lab Pe Naat e Nabi Ka Lyrics - Aamir Liaquat
  8. Ya Rabbi bil Mustafa Lyrics - Labbayk
  9. Follow Muhammad Lyrics - Khaleel Muhammad
  10. Freedom Lyrics - Maher Zain
  11. Lagiyan Ne Mojan Lyrics - Owais Raza Qadri
  12. Sabke Hain Muhammad Lyrics - Imran Shaikh Attari
  13. Palestine Will Be Free Lyrics - Maher Zain
  14. Mein Tere Samne Lyrics - Ali Haider
  15. Free Lyrics - Zain Bhikha
  16. Rasool’Allah Lyrics - Harris J.
  17. Kamle Wale Muhammed Lyrics - Milad Raza Qadri
  18. I Pray For You Lyrics - Ahmad Hussain
  19. I’m In Love Lyrics - Aashiq al-Rasul
  20. No One Knows But Me Lyrics - Raef
  21. Best of Creation Lyrics - Labbayk
  22. First We Need the Love Lyrics - Zain Bhikha
  23. Zindagi Ka Bharosa Nahin Lyrics - Shadman Raza
  24. Jashan Sohne De Manaye Te Lyrics - Qari Shahid Mahmood
  25. The Rope Lyrics - Gaith Adhami

COMMENTS

Subscribe
Notify of

10 Comments
Newest
Oldest Most Voted
10
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x