Huzoor Aisa Koi Intezam Ho Jaye Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

Huzoor Aisa Koi Intezam Ho Jaye Lyrics

Huzoor aisa koi intizam ho jaye,
Kay phir Madina rawana ghulam ho jaye.

Naseeb waalon mein mera bhi naam ho jaye,
Jo zindagi ki Madinay mein shaam ho jaye.

Main shad shad maroon ga, agar dameakhir,
Naseeb jalwa e kahirul anam ho jaye.

Fuzool goi say bach jaye yeh zaban meri,
Mera kalam Durood-o-Salaam ho jaye.

Pia Raza ne pia jo murshid nay,
Ataa mujhe shaha aisa jaam ho jaye.

Shaha Ubaid-e-Raza dar badar phiray kab tak,
Huzoor is ka Madinah maqam ho jaye.

Ubaid mar kay Madinah mein paa chuka hai baqi,
Khabar watan mein kabhi to yeh aam ho jaye.

Naat / Dua Information:

Singer: Owais Raza Qadri


More Islamic Lyrics

  1. Jashan Sohne De Manaye Te Lyrics - Qari Shahid Mahmood
  2. Jab Aaye Jahan Main Muhammad Lyrics - Akram Aslam Sabri
  3. Wherever You Are Lyrics - Sami Yusuf
  4. Allah The Almighty Lyrics - Aashiq al-Rasul
  5. Kya Mahekte Hain Mahekne Wale Lyrics - Naat Lyrics
  6. Maqsad e Aalam e Hayaat e Nabi Lyrics - Naat Lyrics
  7. Aa Gaey Sarkar Lyrics - Farhan Ali Qadri
  8. Every Beat Lyrics (Arabic & French) Lyrics - Aashiq al-Rasul
  9. Hazri Abbass Ki Lyrics - Dhamani Sisters
  10. Main Lajpalan De Lar Lagiyan Lyrics - Farhan Ali Qadri
  11. Jab Gumbad e Khazra Pe Woh Lyrics - Owais Raza Qadri
  12. Kamli Wale Deh Darbar Di Gal Lyrics - Hafiz Ahsan Amin
  13. The Quest Lyrics - Nader Khan
  14. Teri Shaan Jalla Jalaluhu Lyrics - Urdu Hamds
  15. Ab To Bas Lyrics - Ahmad Hussain
  16. Ab Meri Nigahoon Main Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  17. All It Takes Lyrics - Fez Meghani
  18. Ya Nabi Salam Alaika Lyrics - Raihan
  19. Ajaban Lyrics - Ahmed Bukhatir
  20. Every Beat Lyrics - Aashiq al-Rasul
  21. Tanam Farsooda Jaan Para Lyrics - Zulfiqar Ali
  22. Praise & Glory Lyrics - Aashiq al-Rasul
  23. Har Taraf Anwaar Ki Barsaat Hai Lyrics - Various Artists
  24. Kya Bayaan Azmatein Houn Teri Shaha Lyrics - Naat Lyrics
  25. Dukh Duniya De Kera Lende Paa Lyrics - Qari Shahid Mahmood

COMMENTS

Subscribe
Notify of

28 Comments
Newest
Oldest Most Voted
28
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x