Rabana Ya Rabana Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

Rabbana Ya Rabbana Lyrics

Link for Translation of these lyrics:
Ya Ilaahi Har Jaga Teri Ataa Ka Saath Ho Lyrics with English Translation

Chorus:
Rabbana Ya Rabbana, Rabana Ya Rabana,
Rabana Ya Rabana, Rabbana Ya Rabbana.

Chorus

Ya Elahi Har Jagha Teri Ataa ka Saath ho,
Jab Paray Mushkil Shahe-Mushkil Kushaa ka Saath ho.

Chorus

Ya Elahi Bhool Jaaon Naz’aa ki Takleef Ko,
Shaadi yay-Deedar-e- Husn-e-Mustafa Ka Saath ho.

Chorus

Ya Elahi Gor-e-Teera Ki Jab Aaaye Sakht Raat,
Unkay pyaaray Mon ki Subh-e-Jaan fiza ka Saath Ho.

Chorus

Ya Elahi Naama-e-Amaal Jab Khulne Lage,
Aib Posh-e-Khal Saattar-e-Khata ka Saath ho.

Chorus

Ya Elahi Garmiye Mehshar say Jab Bharke Badan,
Daman-e-Mehboob ki Thandi Hawa ka Saath Ho.

Chorus

Ya Elahi Jab Zubaan Bahar Aaye Pyaas say,
Sahib-e-Kothar Jood-o-Sakha ka Saath Ho.

Chorus

Ya Elahi Jab Hisab-e-Khanda-e-Be Jaa Rulaye,
Chashm-e-Giryan-e-Shafi-e-Murtaja ka Saath ho.

Chorus

Ya Elahi Jab par-e-Mehshar Main Shor-e-Daro Geer,
Aman Dene Wale Pyaare Paishwa ka Saath ho.

Chorus

Ya Elahi Sard Mori Par Ho Jab Khursheed-E-Hasr,
Sayyed-e-Be Saaya ke Zille Liwa ka Saath Ho.

Chorus

Ya Elahi Jab Chal-e-Tareek Rah-e-Pul Sarat,
Aftab-e-Hashmi Noor Ul Huda ka Saath Ho.

Chorus

Ya Elahi Jab Sar-e-Shamsheer Par Chalna Pare,
Rabbi Salllim Kehne Wale Gham Zada ka Saath ho.

Chorus

Ya ELahi Jo Duaein Naik Hum Tujhse Karain,
Qudsiyon ke Lab se Aaami Raabana ka Saath ho.

Chorus

Ya Ilaahi Jub Raza Khaab-e-Giraa Se Sar Uthaa’e,
Daulat-e-Bedaar Ishk-e-Mustafa Ka Saath Ho.

Rabbana Ya Rabbana Rabbana Ya Rabbana
Rabbana Ya Rabbana Rabbana Ya Rabbana

Information about this Hamd:

Written By: A’ala Hazrat(Alahazrat) Molana Imam Ahmad Raza Khan Barailvi (rahmatullah alayhi)
Recited By: Alhaaj Muhammad Owais Raza Qadri
Directed By: QTV – Khalil Warsi
Link for Translation of these lyrics:
Ya Ilaahi Har Jaga Teri Ataa Ka Saath Ho Lyrics with English Translation


More Islamic Lyrics

  1. Rab Janay Tay Hussain Janay Lyrics - Dhamani Sisters
  2. Ask Him Lyrics - Labbayk
  3. Generous Peace (Arabic) Lyrics - Kareem Salama
  4. Circle Lyrics - Sami Yusuf
  5. Amma Nee Amma Lyrics - Milad Raza Qadri
  6. Apni Nisbat Se Mein Kuch Nahi Hu Lyrics - Owais Raza Qadri
  7. Trials Of Life Lyrics - Sami Yusuf
  8. Tera Khawan, Main Tere Geet Gawan Lyrics - Owais Raza Qadri
  9. Huzoor Aisa Koi Intezam Ho Jaye Lyrics - Owais Raza Qadri
  10. Hansa Lyrics - Hamza Namira
  11. Bheeni Suhani Subhu Mein Thankdak Jigar Ki Hai Lyrics - Naat Lyrics
  12. Ya Rahman – ?? ?? ?? ????? Lyrics - Jabar Abdollah
  13. Prayer to Allah Lyrics - Voices Of Passion
  14. Alvida Alvida Mahe Ramzan Lyrics - Naat Lyrics
  15. Aye Shaam Terey Bazaaron Se Lyrics - Irfan Hussain
  16. Meri Kashti Paar Laga Dena Lyrics - Saira Naseem
  17. Ahl Al Bayt Lyrics - Nader Khan
  18. Celebrate Lyrics - Aashiq al-Rasul
  19. Every Beat Lyrics - Aashiq al-Rasul
  20. You Came To Me Lyrics - Sami Yusuf
  21. Together We Pray Lyrics - Labbayk
  22. Paradise Lyrics - Harris J.
  23. Insha Allah Lyrics - Maher Zain
  24. Haider Haider Lyrics - Dhamani Sisters
  25. Kidhar Gaye Ammu Lyrics - Irfan Hussain

COMMENTS

Subscribe
Notify of

36 Comments
Newest
Oldest Most Voted
36
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x