Unki Kiya Baat Hai Lyrics - Waheed Zafar Qasmi

By: 

Unki Kiya Baat Hai Lyrics

Koi khilqat mein Unsay (S.A.W) nahin hai bada
Woh (S.A.W) Habeeb-e-Khuda Unki (S.A.W) kiya baat hai.
Hum Gunahgar hain hum siyah kar hain
Woh (S.A.W) Shafi-ul-wara Unki (S.A.W) kya bat hai.

Aur kisko urooj itna hasil huwa
Sara Quran hi Un (S.A.W) pay nazil huwa.

Zeenat-e-Arsh Hain Azmat-e-Farsh hain
Woh Makeen-e-Hira Unki (S.A.W) hiya baat Hai.

Sab say afzal do aalam main zaat Unki (S.A.W) hai
Wohi Mahboob-e-Rab kainat Unki (S.A.W) hai
Rabb-e-Akbar nay jo kuch bhi Hum ko diya
Unkay (S.A.W) Sadqay Mila, Unki (S.A.W) Kya Baat Hai.

Jo Bhi Un (S.A.W) say mila usko Rab (S.W.T) milgaya
Bay adab zindagi ko adab milgaya.
Rab se Woh (S.A.W) ashna Un (S.A.W) Say Rab (S.W.T) aashna
Woh (S.A.W) Daleel-e-Khuda Unki (S.A.W) kiya baat hai.

Unki (S.A.W) khatir do aalam banaye gaye
Unkey (S.A.W) anwaar se phir sajaye gaye.
Unkay (S.A.W) rutbe ko jitney badaye gaye
Akal se mawara Unki (S.A.W) kya baat hay.

Zindagi ka safar ho na jaye tamam
Un (S.A.W) pey Aijaz bhejo Durood o Salam.
Woh (S.A.W) karam hi karam Woh (S.A.W) ataa hi aata
Woh (S.A.W) dua hee dua Unki (S.A.W) kya baat hai.

Lyrics Information:

Recited By: Qari Waheed Zafar Qasmi
Other: Lyrics are in Roman Urdu.


More Islamic Lyrics

  1. All For You Lyrics - Noor
  2. Lamyaati Nazeero Kafi Nazarin Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  3. Aseer Ahsan Lyrics - Humood Alkhudher
  4. Ameer Bhi Hai Ghareeb Bhi Lyrics - Mir Hasan Mir
  5. Teri Mehfil Mein Chala Aya Hun Lyrics - Syed Zabeeb Masood
  6. Kullama Nadayta Ya Hu Lyrics - Aashiq al-Rasul
  7. The Mountain Lyrics - Tom Robertson
  8. Lut Kay Aayi Hoon Mein Nana Jaan Lyrics - Hashim Sisters
  9. Fikr E Iqbal Lyrics - Shahid Baltistani
  10. Haser Hesarak Lyrics - Hamza Namira
  11. Good Life Lyrics - Harris J.
  12. Forgotten Promises Lyrics - Sami Yusuf
  13. Ehlam Ma’aya Lyrics - Hamza Namira
  14. You Came To Me (Turkish) Lyrics - Sami Yusuf
  15. The Quest Lyrics - Nader Khan
  16. The Lord of the Worlds Lyrics - Labbayk
  17. Lagian Ne Mojan Lyrics - Farhan Ali Qadri
  18. Sabke Hain Muhammad Lyrics - Imran Shaikh Attari
  19. Insya Allah (Malay) Lyrics - Maher Zain
  20. Bano Ka Yeh Arman Tha Lyrics - Dhamani Sisters
  21. Faslon Ko Khudara Mita Do Lyrics - Hooria Rafiq
  22. Homecoming Lyrics - Gaith Adhami
  23. Chamka Mah e Noor Ka Hilal Lyrics - Owais Raza Qadri
  24. Pak Sar Zameen Shad Bad Lyrics - Pakistani National Anthem
  25. Noor Wala Aaya Hai Lyrics - Farhan Ali Qadri

COMMENTS

Subscribe
Notify of

10 Comments
Newest
Oldest Most Voted
10
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x