Qabr E Darvaish Lyrics - Shahid Baltistani

By: 

Zainab bint-e-Ali Lyrics

Aqeelatul Arab x8
Ay munkaro nakir sunlo meri sada tum ko nahi pataa zainab ka hun fakir
Yeh Kabr nahi hain uskaa hai aza khana jo bint-e-Murtaza hai Shabbir ki hamshir
Zainab binte Ali x8

1. Ay nakirayn sawaalo ki na bharwar karo,
Farshe majlis hai yahan awo adab se betho
Sheh ki majlis ho bapa hukm dete hai yahi
Zainab binte Ali x8

2. Tum bhi aate the dar-e-binte Ali pe aksar
Sajda-e-shukr kiya maine bhi us chowkhat par
Jab bhi sajde me jabeen mein bhi kehta tha yahi
Zainab binte Ali x8

3. Kon hai maula mera tum ko batata hu abhi
Aawo betho tumhe talkeen sunata hu abhi
Kya tumhe yaad nahi hai madadghar meri
Zainab binte Ali x8

4. Daagh-e-matam jo hai tehrir mere sine par
Saath aaya hai mere mera hawala bankar
Haan kafan par bhi mere ye ibarat hai likhi
Zainab binte Ali x8

5. Tum ko batalatu hu me ashk azaa ki qimat
Ek aansoo ki barabar nahi baagh-e-jannat
Rone waalo ke liye parti hai nade ali
Zainab binte Ali x8

6. Sunke ye baat nakirayn ne khaalik se kahaa
Ai khuda banda-e-zainab hai ye banda tera
Kya sawaal isse kare iske lab par hai abhi
Zainab binte Ali x8

7. Hum sawaalat ke khatir to nahi aate hai
Khayriyat puch ke momin ki chale jate hai
Khuch nahi keh te use jiske zamin ho bani
Zainab binte Ali x8

8. Phir nakirayn ne aapas me ye tey kar ke kaha
Chor do sare sawaalaat sunawo nawha
Per musalsal ye sadaa kabr se aati rahi
Zainab binte Ali x8

9. Ay nakirayn wo Abbas-e-Ali ki Khwahar
Majma-e-ahle sitam mei ye pukari ro ker
me wohi bibi hun Jisko kehte hai nabi
Zainab binte Ali x8

10. Baad Darvaish ne Rehan ye saabit ker di
Kabr me unse sawaalat nakirayn kabhi
aake Karde gi nahi jise bhi ho razi
Zainab binte Ali x8

Urdu Nohas Information:

Nawha Reciter: Shahid Baltistani
Album: Shahid Baltistani 2007 Volume


More Islamic Lyrics

  1. Allah The Almighty Lyrics - Aashiq al-Rasul
  2. Meri Zanjeer Na Kehncho Lyrics - Shahid Baltistani
  3. Lament Lyrics - Sami Yusuf
  4. Shab E Tareh Lyrics - Shahid Baltistani
  5. Aa Gaye Muzdah Shafa’at Ka Sunaanay Waalay Lyrics - Owais Raza Qadri
  6. I Pray For You Lyrics - Ahmad Hussain
  7. O’ My Lord Lyrics - Labbayk
  8. I’m Your Hope Lyrics - Sami Yusuf
  9. Aiy Taiba Lyrics - Junaid Jamshed
  10. Provu Tumi Amari Lyrics - Labbayk
  11. Aaya Hai Ramzan Jaag Utha Imaan Lyrics - Various Artists
  12. Baraye Dil e Dukhtar Lyrics - Nadeem Sarwar
  13. Tera Khawan, Main Tere Geet Gawan Lyrics - Owais Raza Qadri
  14. Mere Ghazi Kahaan Ho Lyrics - Shahid Baltistani
  15. Saday Wal Sohniyan Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  16. The Centre Lyrics - Sami Yusuf
  17. Mohammed Ke Shaher Mein [Part 1-3] Lyrics - Aslam Sabri
  18. Teri Shaan Jalla Jalaluhu Lyrics - Urdu Hamds
  19. Paradise Lyrics - Maher Zain
  20. Never Forget Lyrics - Sami Yusuf
  21. Durood e Taj Lyrics - Durood Shareef
  22. Bazm-e-Konain Sajanain Kayliyay Aap Aeye Lyrics - Various Artists
  23. Falling Lyrics - Ahmad Hussain
  24. Give The Young A Chance Lyrics - Sami Yusuf
  25. Ali Da Malang Mein Tey Ali Da Lyrics - Farhan Ali Qadri

COMMENTS

Subscribe
Notify of

5 Comments
Newest
Oldest Most Voted
5
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x