Sarkar Kay Dar Per Jaaoon Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

Sarkar Kay Dar Per Jaaoon Lyrics

Sarkar Kay Dar Per Jaaoon Woh Waqt-e-mubarak Aaye,
Taqdder Apni Chamkaaoon Woh Waqt-e-mubarak Aaye

Jab Paish-e-nazar Ho Mere Minaar-o-gumbad Tere
Mein Ghash Kha Kar Gir Jaaoon Woh Waqt-e-mubarak Aaye

Phir Zair-e-gumbad-e-khazra Ro Ro Kar Dast Basta
Sub Haal Mein Tujh To Sunaaoon Woh Waqt-e-mubarak Aaye

Dil Ko Apnay Samjha Kar Deedar Ki Aas Dila Kar
Ro Ro Kar Mein So Jaaoon Woh Waqt-e-mubarak Aaye

Woh Khoaab Mein Jalwa Dikhaein Aye Kaash Karam Farmayein
Mein Qadmon Mein Gir Jaaoon Woh Waqt-e-mubarak Aaye

Hai Dil Ka Ubaid Ye Armaan Phir Ban Kar Un Ka Mehmaan
Darbar Mein Naat Sunaaoon Woh Waqt-e-mubarak Aaye.

Nasheed Information:

Artist: Owais Raza Qadri


More Islamic Lyrics

  1. Agar Koi Apna Bhala Chahta Hai Lyrics - Mohammad Rehan Qureshi
  2. Bahar e Jaan Fiza Tum Ho [Part 1-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  3. Khayal Lyrics - Irfan Makki
  4. Hye Hum Yateem Ho Gaye Lyrics - Dhamani Sisters
  5. Ya Muhawwin Lyrics - Hamza Namira
  6. Khorasan Lyrics - Sami Yusuf
  7. Masha Allah (Arabic Version) Lyrics - Maher Zain
  8. Your Mercy Lyrics - Raef
  9. My People Lyrics - Yusuf Islam
  10. Ahmad Ya Habibi Lyrics - Ahmad Hussain
  11. Raastein Saaf Batatay Hain Lyrics - Owais Raza Qadri
  12. Never Never Lyrics - Sami Yusuf
  13. Every Beat Lyrics (Arabic & French) Lyrics - Aashiq al-Rasul
  14. La ilaha illa Allah Lyrics - Taha Hosna
  15. Insya Allah (Malay) Lyrics - Maher Zain
  16. Don’t Wanna Be Afraid No More Lyrics - Noor
  17. Waiting For The Call Lyrics - Irfan Makki
  18. Nabi Ki Naat Ki Mehfil Lyrics - Farhan Ali Qadri
  19. Mohammed Ke Shaher Mein [Part 3-3] Lyrics - Aslam Sabri
  20. Man In The Mirror Lyrics - Raef
  21. Rukh Sey Kakul Hata Diya Tu Nay Lyrics - Milad Raza Qadri
  22. Ramadhan Lyrics - Labbayk
  23. Main Taliyan Nabi Diyan Choomda Lyrics - Milad Raza Qadri
  24. Huzoor Jante Hain Lyrics - Owais Raza Qadri
  25. Afreen Afreen Lyrics - Aashiq al-Rasul

COMMENTS

Subscribe
Notify of

4 Comments
Newest
Oldest Most Voted
4
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x