Ameer Bhi Hai Ghareeb Bhi Lyrics - Mir Hasan Mir

By: 

Ameer Bhi Hai, Ghareeb Bhi Lyrics

Ameer Hussain, Ghareeb Hussain,
Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai x2

Hussain mehboob e kibriya hai,
Hussain ghurbat ki intiha hai,
Hussain maqsood e karbala hai,
Hussain mazloom e karbala hai.

Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai x2

Ameer aisa kafan ki sogat jiskay rozay say bat rahi hai,
Garib aisa kay khood ko ab tak kafan muyasar nahin hua hai.

Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai,
Hussain Gareeb, Hussain,

Ameer aisa kay jiska jhoola Nabi jhoolaein Ali jhoolaein
Ghareeb aisa kay jiskay bachay kaban mein jhula bhi jal gaya hai.

Amir bhi hai Ghareeb bhi hai,
Hussain Gareeb, Hussain,

Ameer aisa kay ramsay parda gari chali hai usi kay dar say,
Ghareeb aisa kay Shaam o kufan mein uski hamseer bay rida hai.

Ameer bhi hai, Ghareeb bhi hai,
Hussain Gareeb, Hussain,

Ameer aisa Sakina jaisi Khuda nay baiti jisay aata ki,
Gharib aisa usi kay moun par *koi* tamachay laga raha hai.

Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai,
Hussain Gareeb, Hussain,

Ameer aisa kay jikay baba ki malkiyat mein hai Husay Kosar,
Ghareeb aisa kay teen din say, usi ko pani nahin mila hai.

Ameer bhi hai, Ghareeb bhi hai,
Hussain Gareeb, Hussain,

Ameer aisa kay jiska baita *sabi* hai sardar e ambiya hai,
Gareeb aisa kay wohi sinay mein *teer* khaye chupaye taraf raha hai.

Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai,
Hussain Gareeb, Hussain,

Ameer aisa kay Khuda ka deen jiskay dam say hai aaj tak salamat,
Ghareeb aisa kay ran mein gardan salamat nahin raha hai.

Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai,
Hussain Gareeb, Hussain,

Ameer aisa kay pathroon ko banaday Gohar wohi Takalum,
Ghareeb aisa kay pathroon mein, usi ka lasha chupa huwa hai.

Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai x2

Hussain mehboob e kibriya hai,
Hussain ghurbat ki intiha hai,

Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai,
Ameer Hussain, Ghareeb Hussain.

————————————–

*Word* – Are the words which were not clear when hearing & writting the lyrics. If you know the right word please leave them in our comment section and we will upgrade them. Thanks

Noha Information:
Noha Reciter: Mir Hasan Mir
Album: Mir Hasan Mir – 2009
Kalam: Janab Hussain Gohar, Janab Mir Takallum


More Islamic Lyrics

  1. Unki Kiya Baat Hai Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  2. Ya Rabbi Ya Rahman Lyrics - Ahmad Hussain
  3. Iltija Hai Iltija Lyrics - Aamir Fayyazi
  4. Shine Lyrics - Sami Yusuf
  5. Khair Karam Wala Lyrics - Hafiz Ahsan Amin
  6. Haleema Main Tere Muqadran Tu Sadqe Lyrics - Naat Lyrics
  7. Aaya Kamli Wala Lyrics - Qari Shahid Mahmood
  8. The Passing Traveller Lyrics - Zain Bhikha
  9. Salutation Lyrics - Sami Yusuf
  10. Shab E Tareh Lyrics - Shahid Baltistani
  11. Heal the World Lyrics - Zain Bhikha
  12. An Nabi Sallu Alai [Part 2-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  13. Ca C’est La Vie Lyrics - Zain Bhikha
  14. The Path Lyrics - Raef
  15. Ooj Pana Mere Huzoor Ka Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  16. Eik Boondh Bhi Lyrics - Mesum Abbas
  17. Mujhe Do Bheekh Ulfat Ki Madine Main Chala Aaun Lyrics - Naat Lyrics
  18. Who Is The Love One Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  19. Mountains of Makkah Lyrics - Zain Bhikha
  20. Ya Nabi Salam Alayka (Turkish Version – Türkçe) Lyrics - Maher Zain
  21. Mawlaya Lyrics - Maher Zain
  22. Palestine Lyrics - Labbayk
  23. Ali Hamara Hai Lyrics - Dhamani Sisters
  24. Eid-un Sa’Eid Lyrics - Zain Bhikha
  25. Oh Allah Lyrics - Fez Meghani

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

12 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
12
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x