Main Naukar Hoon Shah-e-Madina Ka Sunlo Lyrics - Hafiz Ahsan Amin

By: 

Main Naukar Houn Shah-e-Madina Ka sunlo Lyrics

Main naukar hoo Shah e Madina ka sunlo,
Mujhay shahen-shahi ki chahat nahin hai,
Jo dolat milli hai, mujhay aakay dekho,
Ki ko muyasar yeh dolat nahin hai.

Main Naukar Houn Shah-e-Madina Ka sunlo..

Gheroon kay dar say mein kyon ja kay mangoon,
wahan ja kay kyun mein yeh daman bechayoon,
Mera Mustafa nay bhara aisa daman,
Kay ab mangnay ki zarurat nahin hai.

Mein naukar houn Shah e Madina Ka sunlo..

Woh dubay huey shams (sun) ko more dena,
Woh ungli utha ker qamar (moon) tor dena,
Baray huqmaran hum nay dekhay hein lekin,
Kisi nay bhi ki youn hakumat nahin hai.

Main naukar hoo Shah-e-Madina ka sunlo…

Aur hashar mein jo dekha, rukhey Mustafa ko,
Qasam hai mujhay meray Maula ki yaaro,
Yousaf kay lab par yehi baat aayi,
Kay haseen koi surat nahin hai.

Haq kay liye sara kumba lutana,
Woh neizay pay charh kay Quran sunana,
Tilawaat hazaroon nay ki hai magar haan,
Kisi nay bhi ki youn talawat nahin hai.

Main nookar ho Shahe Madina ka sunlo…

The Naat Information:

Recited By: Hafiz Ahsan Amin
Video By: Noor Tv


More Islamic Lyrics

  1. Fragile World Lyrics - Sami Yusuf
  2. Khuloos Ki Roshnai Lay Ker Lyrics - Wazir Syed
  3. Allah Hoo Akbar Lyrics - Farhan Ali Qadri
  4. Little Girl Lyrics - Fez Meghani
  5. Only Fear Allah Lyrics - Native Deen
  6. Shah e Madinah Mujh Ko Taibah Bula Liye Hain Lyrics - Naat Lyrics
  7. Aaj Aaye Nabiyon Kay Sardar Marhaba Lyrics - Owais Raza Qadri
  8. Ya Mustafa Ata Ho Lyrics - Owais Raza Qadri
  9. Cadence Lyrics - Sami Yusuf
  10. Terengganu Lyrics - Sami Yusuf
  11. Allahumma Salli ‘ala Muhammed Lyrics - Aashiq al-Rasul
  12. Aseer Ahsan Lyrics - Humood Alkhudher
  13. Aye Shaam Terey Bazaaron Se Lyrics - Irfan Hussain
  14. Theraawo Sawaari Lyrics - Mesum Abbas
  15. Why? Lyrics - Ahmad Hussain
  16. Nabi Ka Lab Par Jo Zikr Hai Lyrics - Shaz Khan
  17. So Real Lyrics - Raef
  18. Sepanjang Hidup Lyrics - Maher Zain
  19. Ya Rab Hai Bakhsh Dena Lyrics - Owais Raza Qadri
  20. Marhaba Lyrics - Nader Khan
  21. Na Ho Aaram Jis Bimar Ko Lyrics - Farhan Ali Qadri
  22. Asma Allah Lyrics - Sami Yusuf
  23. Dua e Ali (AS) Lyrics - Mesum Abbas
  24. Tamanna Lyrics - Labbayk
  25. Heartbeat Lyrics - Zain Bhikha

COMMENTS

Subscribe
Notify of

4 Comments
Newest
Oldest Most Voted
4
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x