Haq Allah Lyrics - Farhan Ali Qadri

By: 

Haq Allah Lyrics

Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah
Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah
Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah
Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah…

Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah
Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah

Aye Mujahid e Nabi naat gungunaye jaa
Aye Mujahid e Nabi naat gungunaye jaa
Naghma e Muhammadi tu jhoom kar sunaye jaa
Do jahan pay chaye jaa zarb e Haq lagaye jaa.

Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah
Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah

Parcham e Nabi utha lay Khuda ka aasra
Parcham e Nabi utha lay Khuda ka aasra
Dars e Murshidi hay yeh Haq pay zindagi luta
Haq pay jaan lutaye ja zarb e Haq lagaye jaa

Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah
Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah

Baat kar tu baad main pehlay tu salaam kar
Baat kar tu baad main pehlay tu salaam kar
Joo terey buzurg hain un ka ihtaram ker
Unn say faiz paye jaa zarab-e-Haq lagaye jaa

Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah
Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah

Shukar kar Khuda ka tu tujh ko yeh watan mila
Shukar kar Khuda ka tu tujh ko yeh watan mila
Pak sarzameen mili aur yeh chaman mila
Sar ko tu jhukaye ja zarab-e-Haq lagaye ja

Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah
Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah

Jhoot bolna nahin tum kabhi zabaan say
Jhoot bolna nahin tum kabhi zabaan say
Lanat e Khuda hai yeh daikh lo Quran say
Sach kay geet gaye ja zarb-e-Haq lagaye ja

Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah
Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah

Apnay murshidi ka dil iss tarah say shaad kar
Apnay murshidi ka dil iss tarah say shaad kar
Joo sabaq milay tujhay tu dil laga kay yaad kar
Unn say faiz paye jaa zarab-e-Haq lagaye jaa

Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah
Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah

Aaye jo Ramadan rozoon ka Ihtamam kar
Aaye jo Ramadan rozoon ka Ihtamam kar
Khaa tu Rab ki naimtain zikr uss ka aam kar
Zikr tu sunaye ja zarb-e-Haq lagaye jaa

Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah
Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah

Aarzo ki hai dua aour rahay sukhi sada
Aarzo ki hai dua aour rahay sukhi sada
Meharban Aaqa hoon aur karam karay Khuda
Madani rang mein rangata ja zarab-e-Haq lagaye jaa

Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah
Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah

Lyrics and Video Information

Naat Khawan: Farhan Ali Qadri
Album: Noor Wala Aaya Hai
Album Subtitle: Marhaba Ya Mustafa
Naat: Haq Allah
Audio: Heera Stereo


More Islamic Lyrics

  1. Shahe Madina Lyrics - Saira Naseem
  2. Aj Sik Mitran Di Wadheriye Lyrics - Zulfiqar Ali
  3. What You’ve Become (Feat. Sami Yusuf) Lyrics - Tom Robertson
  4. One Day Lyrics - Maher Zain
  5. Ala Bi Dhikrika Lyrics - Sami Yusuf
  6. Karam Mangta Hoon Lyrics - Owais Raza Qadri
  7. Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  8. Ramazan (Turkish – Türkçe Version) Lyrics - Maher Zain
  9. Syed Nay Karbala Main Waday Nibha Diye Hain Lyrics - Abdul Rauf Rufi
  10. Ho Karam Sadqey Mein Is Raat Ke Aye Rab e Azeem Lyrics - Naat Lyrics
  11. Jagah Ji Lagane Ki Duniya Nahi Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  12. Ameer Bhi Hai Ghareeb Bhi Lyrics - Mir Hasan Mir
  13. Aagaya Hai Lyrics - Labbayk
  14. Noori Mehfil Pay Chadar Tani Noor Ki Lyrics - Siddique Ismail
  15. Teri Mehfil Mein Chala Aya Hun Lyrics - Syed Zabeeb Masood
  16. Sizomkhonz’ uAllah Lyrics - Zain Bhikha
  17. Doori Lyrics - Hamza Namira
  18. Heaven Lyrics - Khaleel Muhammad
  19. Long Ago – 610 Lyrics - Khaleel Muhammad
  20. Every Beat Lyrics (Arabic & French) Lyrics - Aashiq al-Rasul
  21. Ya Nabi Salam Alayka (Turkish Version – Türkçe) Lyrics - Maher Zain
  22. Qadam Qadam Pe Khuda Ki Madad Lyrics - Owais Raza Qadri
  23. Follow Muhammad Lyrics - Khaleel Muhammad
  24. Mere Maula Lyrics - Ahmad Hussain
  25. Subha Taiba Mein Hui Lyrics - Owais Raza Qadri

COMMENTS

Subscribe
Notify of

85 Comments
Newest
Oldest Most Voted
85
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x