Bano Ka Yeh Arman Tha Lyrics - Dhamani Sisters

By: 

Bano Ka Yeh Armaan Tha Lyrics

Bano ka yeh armaan tha, Aabaad maka hogha
Aik rowz woh aayegha, Asghar bhi jawaan hogha

Logo mere baachey ko, Maqtal sey utha lawo (x2)
Wahan dhoop ki shidat hain, Betaab parah hogha

Chorus:
Bano ka yeh armaan tha, Aabaad maka hogha
Aik rowz woh aayegha, Asghar bhi jawaan hogha

Asghar tere jhuley ko, Ab kown jhulaegha (x2)
Mei shaam chali beta, Ab kown yahan hogha

Chorus

Tum ghowd mei sowtey they, Kuy ghor pasand aayi (x2)
Wahan khaak bistar hain, Aaraam kahan hogha

Chorus

Har maa tujey duniya ki, Roweyghi qayamat tak (x2)
Jab teri shahadat ka, Majlis mein bayan hogha

Chorus

Ye karbobala ka ban, Aur shaam ka woh zindaan (x2)
Maa teri kahan hoghi, Tun laal kahan hogha

Bano ka yeh armaan tha, Aabaad maka hogha
Aik rowz woh aayegha, Asghar bhi jawaan hogha (x4)

Recited By: Fatima Dhamani and Batul Dhamani
Album: Karbala Wala Musafir
Released: 2009


More Islamic Lyrics

  1. Teri Shaan Jalla Jalaluhu Lyrics - Urdu Hamds
  2. Thula Sizwe Lyrics - Zain Bhikha
  3. Healing Lyrics - Sami Yusuf
  4. Zarre Jhar Ker Teri Pezaron Ke Lyrics - Owais Raza Qadri
  5. Change My Dead Heart Lyrics - Hafiz Mizan
  6. Tu Shah e Khubaan Tu Jaan e Janaan Lyrics - Milad Raza Qadri
  7. Where’s the Love? Lyrics - Khaleel Muhammad
  8. Allah Made Everything Lyrics - Zain Bhikha
  9. All I Need Lyrics - Sami Yusuf
  10. A’marona A’malona Lyrics - Maher Zain
  11. Idhar Bhi Nigaahe Karam Ghous-e-Azam Lyrics - Owais Raza Qadri
  12. Bewaa Ka Sahara Lyrics - Irfan Hussain
  13. Hum Apne Nabi Ke Deewane Lyrics - Ahmad Raza Qadri
  14. Aicha Lyrics - Outlandish
  15. Try Not to Cry Lyrics - Sami Yusuf
  16. Mabrook (English Malay Version) Lyrics - Irfan Makki
  17. Apni Nisbat Se Mein Kuch Nahi Hu Lyrics - Owais Raza Qadri
  18. Balady Ya Balady Lyrics - Hamza Namira
  19. Bekhud Kiye Dete Hain Lyrics - Aamir Liaquat
  20. As Subhu Bada Min Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  21. Mohammed Ke Shaher Mein [Part 2-3] Lyrics - Aslam Sabri
  22. Ramazan (Turkish – Türkçe Version) Lyrics - Maher Zain
  23. Allahumma Salli ‘ala Muhammed Lyrics - Aashiq al-Rasul
  24. Naat by Hazrat Abu Bakr “Al-Siddiq” (R.A.) Lyrics - Old Lyrics
  25. Dil Madinah Mera Bana Aaqa Lyrics - Owais Raza Qadri

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

5 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
5
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x