Aa Gayi Mustafa Ki Sawari Lyrics - Naat Lyrics

By: 

Naat Khawan: Rashid Azam

Khaliq Nay Apnay Nur Ka, Jalwa Dikha Diya,
Sab Nur Ko Mila Kay Muhammad (Salla Llahu ‘Alayhi Wa Sallam) Bana Diya.

Aa Gayi Mustafa Ki Sawari,
Apnay Ghar Ko Diloon Say Saja Lo,
Day Rahay Hain Farishtay Salaami,
Tum Duroodon Ki Mala Bana Lo.

Apnay Mangtoon Ko Woh Paltay Hain,
Woh Bhala Kis Ko Kab Taltay Hain,
Sadqa Hasnain (Radi Allahu ‘Anhu) O Ghous Ul Wara (Rahimahu Llah) Ka,
Ya Nabi (Salla Llahu ‘Alayhi Wa Sallam) Meri Jholi Mein Dalo.

Ker Kay Naatoon Say Har Soon Charaghan,
Youn Manayein Gay Jashnay Baharan,
Aashiqo Aamad E Mustafa Hai,
Deep Khushiyoon Kay Har Soun Jala Lo.

Jin Kay Hathoon Main Hai Unka Daman,
Naam E Ahmad Hai Jis Dil Ki Dharkan,
Jo Hai Pehchan Hum Aashiqoon Ki,
Jhoom Ker Unka Nara Laga Lo.

Bakht Chamkein Gay Aik Din Hamaray,
Dekh Lain Gay Woh Dilkash Nazaray,
Aapko Jo Bhi Sab Say Hain Pyaray,
Unkay Sadqay Main Hamko Bula Lo.

Puray Ho Jayein Gay Unkay Armaan,
Ker Rahay Hain Woh Bakhshish Ka Samaan,
Jashn E Milad Ki Barkatoon Say,
Apnay Qalb O Nazar Jagmaga Lo.

Midhat E Mustafa Hi Kay Sadqay,
Hain Moin Apnay Sab Kaam Bantay,
Har Ghari Zikr Ho Mustafa Ka,
Is Ko Apna Wazeefa Bana Lo.

Dey Rahey Hain Farishtey Salaami
Tum Duruudo Ki Maala Banaa Lo.
Aagae Mustafa Ki Sawaari
Apne Ghar Ko Diyo Sey Saga Lo.

Aa Gayi Mustafa Ki Sawari,
Apnay Ghar Ko Diloon Say Saja Lo,
Day Rahay Hain Farishtay Salaami,
Tum Duroodon Ki Mala Bana Lo.


More Islamic Lyrics

  1. Bismillah Lyrics - Native Deen
  2. Beautiful World Lyrics - Noor
  3. Lord of Ramadan Lyrics - CoTu
  4. The Source Lyrics - Sami Yusuf
  5. Allahu Lyrics - Labbayk
  6. Dam Hama Dam Ali Ali Lyrics - Milad Raza Qadri
  7. Let Us Not Forget Lyrics - Sami Yusuf
  8. Allah Ya Moulana Lyrics - Maher Zain
  9. Falak Kay Nazaaro Lyrics - Abid Qadri
  10. Main Taliyan Nabi Diyan Choomda Lyrics - Milad Raza Qadri
  11. Salutation Lyrics - Sami Yusuf
  12. The Rope Lyrics - Gaith Adhami
  13. Your Beauty Lyrics - Tom Robertson
  14. Aaqa Lyrics - Abida Parveen
  15. Unki Kiya Baat Hai Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  16. Most Merciful Lyrics - Aashiq al-Rasul
  17. Mountains of Makkah Lyrics - Zain Bhikha
  18. Where is my Warrior? Lyrics - Voices Of Passion
  19. You Are My Life Lyrics - Harris J.
  20. Aaya Hai Ramzan Jaag Utha Imaan Lyrics - Various Artists
  21. Raastein Saaf Batatay Hain Lyrics - Owais Raza Qadri
  22. Edhak Lyrics - Humood Alkhudher
  23. Mabrook (English Malay Version) Lyrics - Irfan Makki
  24. Go Lyrics - Sami Yusuf
  25. Sari Gelin Lyrics - Sami Yusuf

COMMENTS

Subscribe
Notify of

0 Comments
Newest
Oldest Most Voted
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x