Mere Ghous Piya Jilani Lyrics - Naat Lyrics

By: 

Mere Ghous Piya Jilani Lyrics


Mere Ghous Piya Jeelani Hain Mahboob E Subhaani

Choot-ti Hain To Choote Duniya, Ghous Ka Daaman Na Chorenge
Apne Gale Mein Ghous Ka Patta, Ghous Ka Daaman Na Chorenge

Ghous Ke Darr Par Umar Guzari, Ghous Ke Darr Ke Hum Hain Bhikari
Iss Khoote Se Khud Ko Baandha, Ghous Ka Daaman Na Chorenge

Waliyo Ne Di Unko Salaami, Abdalo Ne Kee Hai Ghulami
Ooncha Rahega Unka Jhanda, Ghous Ka Daaman Na Chorenge

Ghous Ka Daaman Kaise Chore, Jism O Rooh Ka Naata Unse
Unse Thehra Deen Ka Rishta, Ghous Ka Daaman Na Chorenge

Unke Haath Me Haath Diya Hain, Khud Ko Ujagar Bech Diya Hain
Ab Na Kabhi Chorenge WALLAH, Ghous Ka Daaman Na Chorenge

Ghous E Paak Ke Chahne Walo, Saath Ubaid Ke Mil Ke Keh Do
Marte Damm Tak In-sha-Allah, Ghous Ka Daaman Na Chorenge


More Islamic Lyrics

  1. He is One Lyrics - Tom Robertson
  2. Treachery repeating in Kufa Lyrics - Voices Of Passion
  3. The Key Lyrics - Sami Yusuf
  4. Dream Lyrics - Raef
  5. Haser Hesarak Lyrics - Hamza Namira
  6. Pak Sar Zameen Shad Bad Lyrics - Pakistani National Anthem
  7. Gunaahon Ki Aadat Chura Mere Mola Lyrics - Owais Raza Qadri
  8. Jashne Aamede Rasool Lyrics - Shaam
  9. Aap Kiya Jane Fatima Kiya Hai Lyrics - Shadman Raza
  10. Idhar Hazaron Nabi o Mursal Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi
  11. You Are The One Lyrics - Raef
  12. Ali Hamara Hai Lyrics - Dhamani Sisters
  13. Provu Tumi Amari Lyrics - Labbayk
  14. Forgotten Promises Lyrics - Sami Yusuf
  15. Mangnay Ka Maza Hei Dar e Yaar Par Lyrics - Owais Raza Qadri
  16. Mere Aaqa Ki Shaan Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  17. Shahaada [English Version] Lyrics - Fez Meghani
  18. Hye Hum Yateem Ho Gaye Lyrics - Dhamani Sisters
  19. Imagine A Day Lyrics - Labbayk
  20. Eik Boondh Bhi Lyrics - Mesum Abbas
  21. Har Taraf Anwaar Ki Barsaat Hai Lyrics - Various Artists
  22. Dryer Land Lyrics - Sami Yusuf
  23. C’mon Everybody Lyrics - Zain Bhikha
  24. Zarre Jhar Ker Teri Pezaron Ke Lyrics - Owais Raza Qadri
  25. Aaj Aaye Nabiyon Kay Sardar Marhaba Lyrics - Owais Raza Qadri

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

8 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
8
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x