Jab Aaye Jahan Main Muhammad Lyrics - Akram Aslam Sabri

By: 

Jab Aaye Jahan Main Muhammad Lyrics

Jab aaye jahan mein Muhammad, Rehmat ki badariya chayi,
Butt keh kay giray munn kay bal, Aaqa ki sawari aayi!

Tera noor hai noor e Illahi, kabzay mein Khuda ki khudayi,
Nahin itni kalam mein taqat, likhay meray Nabi ki barai.
Yeh hain dono jahan kay sarwar, boli Halima dayi.

Jab aaye jahan mein Muhammad…

Zulmat ke chatay hain badal, rehmat ki huyi hai hal chal,
Jab aaye kamaliya wale, rehmat huye hain ujalay,
Aaqa nay mitayi jahan say, Abu Jahal ki burayi.


Jab aaye jahan main Muhammad…

Qadmoon main hai unkay Janat, yeh hai meray Nabi ki azmat,
Yeh baat hai bando haqeeqat, Aadam ki huyi hai shafa’at,
Jab aaya khiyal e Muhammad, Aadam nay di hai duhai.

Jab aaye jahan mein Muhammad…

Batlao gay jo sach mujhko, manoon ga Nabi jab tumko,
Muthi main batao kiya hai, yeh pucha Shah e Umam ko,
Kankar nay parha jab kalma, Abu Jahel ne moun ki khayi.

Jab aaye jahan main Muhammad…

Abu Bakr o Umar aur Farooq, Usman o Ghani aur Haider,
Chamkaya inka muqadar, hai haath Nabi ka sar par,
Sarkar nay dono jahan mein, azmat charoon ki barhai.

Jab aaye jahan mein Muhammad…

Hai saath Nabi kay rehmat, Allah ko hai unsay chahat,
Nabiyoon ki karein woh imamat, hai pusht pay mohray nabuwa’at,
Mehboob hain yeh to Khuda kay, Quran nay di hai gawahi.

Jab aaye jahan mein Muhammad…

Bin dekhay RasoolAllah ko, na ishq ka daman choray,
Aik dant Nabi ka toota, sab dant Owais nay toray,
Aie [Qatil] na hum nay dekha, aisa koi shedai.

Ya Habibi, Ya Muhammad, Ya Habibi, Ya Muhammad…


More Islamic Lyrics

  1. Meditation Lyrics - Sami Yusuf
  2. Ahmad Ya Habibi Lyrics - Ahmad Hussain
  3. One Day Lyrics - Maher Zain
  4. Tera Naam Virde Zubaan Rahay Lyrics - Milad Raza Qadri
  5. Ramadan Lyrics - Maher Zain
  6. La ilaha illa Allah Lyrics - Taha Hosna
  7. Wa Hassan Sabz E Qaba Lyrics - Shahid Baltistani
  8. Aie Mere Baba Jaan Lyrics - Shahid Baltistani
  9. Habibi Ya Rasool Allah Lyrics - Milad Raza Qadri
  10. Firaq E Madinah Mein Dil Ghamzada Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  11. Balaghal Ula Bekamaalaihi Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  12. Insha Allah Lyrics - Maher Zain
  13. Special Lyrics - Abdullah Rolle
  14. Ya Taiba Lyrics - Ahmad Hussain
  15. Sayadi Sayadi Mustafa Mustafa Lyrics - Hooria Rafiq
  16. To Guide You Home Lyrics (INSTRUMENTAL) Lyrics - Sami Yusuf
  17. Oh Ali What Has Now Happened Lyrics - Voices Of Passion
  18. Marhaba Lyrics - Nader Khan
  19. Taiba Ke Jane Wale Lyrics - Owais Raza Qadri
  20. After Hardship Comes Ease Lyrics - Saif Adam
  21. The Passing Traveller Lyrics - Zain Bhikha
  22. Sizomkhonz’ uAllah Lyrics - Zain Bhikha
  23. Faslon Ko Khudara Mita Do Lyrics - Hooria Rafiq
  24. There Is None Greater Lyrics - Abdullah Rolle
  25. Baraye Dil e Dukhtar Lyrics - Nadeem Sarwar

COMMENTS

Subscribe
Notify of

0 Comments
Newest
Oldest Most Voted
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x