Kya Bayaan Azmatein Houn Teri Shaha Lyrics - Naat Lyrics

By: 

Kya Bayaan Azmatein Houn Teri Shaha Lyrics


Kya bayaan azmatein hon teri shaha
Har dukhi dil ka tu sahara hai
Rehmatallil aalameen laqab tera
Saara aalam tera utaara hai

Deen e millat ho or zeenat e khalq
Raunak e falq ho or arsh e nasheen
Makhlookein saari dono aalam ki
Or Allah ka tu pyara hai

Ism to khoon they gumaan me magar
Ek yahi ism hi pasand aaya
Mere Allah ko is ism ke sang
Ik niktaa bhi nagawara hai

Tum jo chaho bulao dar pe jisey
Paye deedar koi khwabon me
Teri ulfat ke hain mareez sabhi
Har koi dil se tum pe haara hai

Aarzoo waqt e naj’aa hai ‘ Mehboob ‘
Tera deedar e husn hasil ho
Kalmaa padhtey huwey ye dam nikley
Or kaho tum ke tu hamara hai
Submitted by: Mehboob Makrani


More Islamic Lyrics

  1. Marhaba Ya Mustafa Lyrics - Ahmad Hussain
  2. Haleema Main Tere Muqadran Tu Sadqe Lyrics - Naat Lyrics
  3. Afreen Afreen Lyrics - Aashiq al-Rasul
  4. I Promise Lyrics - Harris J.
  5. Khair Karam Wala Lyrics - Hafiz Ahsan Amin
  6. Darpesh Ho Taiba Ka Safar Lyrics - Farhan Ali Qadri
  7. Best of Creation Lyrics - Labbayk
  8. Morning Prayer Lyrics - Tom Robertson
  9. Wo Charag e Deen e Muhammadi Lyrics - Naat Lyrics
  10. Barakah Lyrics - Sami Yusuf
  11. Allahu Lyrics - Nader Khan
  12. When I Grow Up Lyrics - Zain Bhikha
  13. Lamyaati Nazeero Kafi Nazarin Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  14. Ali Da Malang Mein Tey Ali Da Lyrics - Farhan Ali Qadri
  15. Most Merciful Lyrics - Aashiq al-Rasul
  16. Always Be There Lyrics - Maher Zain
  17. Rab Ne Diya Hay Unko Lyrics - Farhan Ali Qadri
  18. Khayal Lyrics - Irfan Makki
  19. Shahe Madina Lyrics - Saira Naseem
  20. Deen-il-Islam Lyrics - Zain Bhikha
  21. Ben Yürürüm Yane Yane Lyrics - Sami Yusuf
  22. Number One For Me Lyrics - Maher Zain
  23. Do Bar Namaz Shaheed Hui Lyrics - Qurban Jafri
  24. Mast Qalandar Lyrics - Sami Yusuf
  25. Insha Allah (Arabic) Lyrics - Maher Zain

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

0 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x