Aaqa Ka Milad Aaya [Part 2-2] Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

Aaqa Ka Milad Aaya Part 2 Lyrics

Jou Aaj Mehfil Mein Aaye,
Mun Ki Muradein Woh Paye
Sab Par Karam Ho Khudaya,
Aaqa Ka Milad Aaya.
Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah,
Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah.

Ghous Ul Wara Aur Data Nay,
Mere Raza Aur Khuwaja Ne,
Sab Nay He Din Yeh Manaya,

Aaqa Ka Milad Aaya…

Na’at-e-Nabi Tum Sunao,
Ishq-e-Nabi Ko Barhao,
Hum Ko Raza Ne Sikhaya,

Aaqa Ka Milad Aaya…

Jis Ko Shajar Jantay Hain,
Kehna Hajar Mantay Hain,
Aisa Nabi Hum Ne Paya,

Aaqa Ka Milad Aaya…

Dil Jagmaganay Lagay Hain,
Sab Muskuranay Lagay Hain,
Ik Kaif Sa Aaj Chahya,

Aaqa Ka Milad Aaya…

Kar Ae Ubaid Unki Midhat,
Tujh Per Khuda Ki Ho Rehmat,
Tu Ne Muqqadar Yeh Paaya,

Aaqa Ka Milad Aaya…

Charoon Taraf Noor Chaya,
Aaqa Ka Milad Aaya,
Khushiyon Ka Pegham Laya,
Aqa Kaa Milad Aya.
Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah,
Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah.

To listen lyrics from first part#1 of this naat, please click on the Part-1 Link below:
Part-1 Link: Aaqa Ka Milad Aaya [Part 1 of 2]

Sana Khuwaan: Owais Raza Qadri
Kalaam By: Obaid-E-Raza


More Islamic Lyrics

  1. Nabi Ki Naat Ki Mehfil Lyrics - Farhan Ali Qadri
  2. Only Fear Allah Lyrics - Native Deen
  3. Khat Bhi Likha Tha Lyrics - Mesum Abbas
  4. Mountains of Makkah Lyrics - Zain Bhikha
  5. My Little Girl Lyrics - Maher Zain
  6. The Bright Moon Lyrics - Raef
  7. Kankar Se Kalma Parhwao Phir Kehna Hum Jaise The Lyrics - Naat Lyrics
  8. Ramazan (Turkish – Türkçe Version) Lyrics - Maher Zain
  9. Aaya Kamli Wala Lyrics - Qari Shahid Mahmood
  10. Dard e Dil Chahiye Chashm e Tar Chahiye Lyrics - Naat Lyrics
  11. Dil Karda Allah Allah Lyrics - Umair Zubair Qadri
  12. Main Madine Chala Lyrics - Owais Raza Qadri
  13. Hear Your Call Lyrics - Sami Yusuf
  14. Peace Be Upon You Lyrics - Maher Zain
  15. The Sound of Tears Lyrics - Nader Khan
  16. Falling Lyrics - Ahmad Hussain
  17. Du’a Lyrics - Sami Yusuf
  18. Salat al-Badriyya Lyrics - Talib al Habib
  19. La’alla Khair Lyrics - Humood Alkhudher
  20. You’re There Lyrics - Raef
  21. Ya Hayyu Ya Qayyum Lyrics - Sami Yusuf
  22. Rasool’Allah Lyrics - Harris J.
  23. Aie Sabz Gumbad Wale Lyrics - Owais Raza Qadri
  24. Try Not to Cry Lyrics - Sami Yusuf
  25. Mohammed Ke Shaher Mein [Part 1-3] Lyrics - Aslam Sabri

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

7 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
7
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x