Subha Taiba Mein Hui Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

Subha Taiba Mein Hui Lyrics

Subha Ha Taiba mein hui bat’ta hai bara noor ka
Sadqa laynay noor ka aaya hai tara noor ka

Jo gadha dekho liye jata hai tora noor ka
Noor ki sarkar hai kiya is mein tora noor ka.

Mein gada tu badshah bhar day piyala noor ka
Noor din duna tera day daal sadqa noor ka.

Sham’a dil mishqaat tan sina zujaja noor ka
Teri surat kay liye aaya hai surah noor ka.

Teri naslay paak mein hai bacha bacha noor ka
Tu hai a’ainay noor tera sab gharana noor ka.

Noor o binte, noor zojay, noor o umme, noor o noor
Noore mutlaq ki kami zala hai ***lahma*** noor ka.

Nariyoon ka door tha dil jal raha tha noor ka
Tum ko dekha ho gaya thanda kaleja noor ka.

Taj walay dekh ker tera imama noor ka
Sir jhukatay hain ilahi bol bala noor ka.

Chand jhuk jata jidhar ungli uthatay mehad mein
Kiya hee chalta tha isharoon per khiloona noor ka.

Aie Raza achay raza sachay Raza meethay Raza
Aie Raza murshad Raza piyaaray Raza meray Raza

Aie raza yeh ahmade noori ka faize noor hai
Ho gayi meri ghazal bhar ker qasida noor ka.

Na’at Lyrics Information:

Naat Khawan: Owais Raza Qadri
Written By: Imam Ahmed Raza Aalahazrat
Legend: ***lahma*** (not sure about this word)


More Islamic Lyrics

  1. Do Bar Namaz Shaheed Hui Lyrics - Qurban Jafri
  2. Shahaada [English Version] Lyrics - Fez Meghani
  3. Treachery repeating in Kufa Lyrics - Voices Of Passion
  4. Firaq E Madinah Mein Dil Ghamzada Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  5. Madad Kijiye Ya Imam e Zamana Lyrics - Dhamani Sisters
  6. Eid Song Lyrics - Sami Yusuf
  7. Long Ago – 610 Lyrics - Khaleel Muhammad
  8. Mother (Arabic) Lyrics - Sami Yusuf
  9. Mai Bhi Roze Rakhunga Lyrics - Special Collection
  10. Ya Syedi Ya Mustafa Lyrics - Syeda Amber Saleem
  11. Awaken Lyrics - Maher Zain
  12. I Think of You Lyrics - Mesut Kurtis
  13. Al-Mu’allim Lyrics - Sami Yusuf
  14. Kun Anta Lyrics - Humood Alkhudher
  15. Main Lajpalan De Lar Lagiyan Lyrics - Farhan Ali Qadri
  16. Bano Ka Yeh Arman Tha Lyrics - Dhamani Sisters
  17. Ramzan Ke Roze Aye Lyrics - Muzammil Hassan Qadri
  18. A Time to Please Allah Lyrics - Labbayk
  19. Palestine Lyrics - Labbayk
  20. Ya Maula Ali (AS) Lyrics - Mesum Abbas
  21. Ya Rab Meri Soi Lyrics - Farhan Ali Qadri
  22. Amma Nee Amma Lyrics - Milad Raza Qadri
  23. Go Lyrics - Sami Yusuf
  24. Aaya Hai Ramzan Jaag Utha Imaan Lyrics - Various Artists
  25. Hye Hum Yateem Ho Gaye Lyrics - Dhamani Sisters

COMMENTS

Subscribe
Notify of

50 Comments
Newest
Oldest Most Voted
50
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x