Nabi Ki Naat Ki Mehfil Lyrics - Farhan Ali Qadri

By: 

Nabi Ki Naat Ki Mehfil Lyrics

Nabi (SAW) Ki Naat Ki Mehfil Sajjaana Ham Na Chaurein Gey
Yeh nara Ya Rasulallah laga hum na chorein gay.

Kaho to chor dein gay hum jahan ki mehfilein sari
Magar milad ki mehfil, mana hum na chorein gey.

Pukara jab bhi mushkil mein chalay aaye meray Aaqa
Woh suntay hain woh aatay hein, Bulana hum na chorain gay.

Nabi ki naat parhna Hazrat e Hassan ki sunnat hai
Hai jab tak dam main dam naatein, sunana hum na chorain gay.

Milli hai Ismay Azam ki yeh dolat Gouse ka sadqa
Kay jashn e yarhwein unka, mana hum na choraein gay.

Kaho yeh jalnay waloon say maro gay younhi jal jal kay
Yeh Hoo ki bijliyaan tum per, girana hum na chorain gey.

Karay yeh zikar say abad diloon ki bastiyaan Alwi
Jabinay shouq kay sajday, lutana hum na chrain gay.

Yeh nara Ta Rasoolallah lagana hum na chourein gay
Nabi ki naat ki mehfil sajana hum na choryein gey.

Lyrics and Video Information

Naat Khawan: Farhan Ali Qadri
Album: Muhammad Ka Roza
Album Subtitle: Maan Baap
Naat: Nabi Ki Naat Ki Mehfil
Audio: Eagle Stereo


More Islamic Lyrics

  1. Although I Never Saw His Face Lyrics - Zain Bhikha
  2. Upon Him Be Peace Lyrics - Fez Meghani
  3. Kaliyan Zulfan Wala Lyrics - Owais Raza Qadri
  4. Gaza Lyrics - Native Deen
  5. Huzoor Aisa Koi Intezam Ho Jaye Lyrics - Owais Raza Qadri
  6. Hoon Mein Nadim Gunahoon Par Ya Rab Lyrics - Owais Raza Qadri
  7. Fiyyashiyya Lyrics - Sami Yusuf
  8. Insha Allah (Arabic) Lyrics - Maher Zain
  9. Wherever You Are Lyrics - Sami Yusuf
  10. Sartaba Qadam Hain Tanay Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  11. Aaj Duniya Main Khair-ul-Wara Agaey Lyrics - Milad Raza Qadri
  12. Jab Gumbad e Khazra Pe Woh Lyrics - Owais Raza Qadri
  13. Hazir Hain Hazri Mein Lyrics - Dhamani Sisters
  14. Every Beat Lyrics (Arabic & French) Lyrics - Aashiq al-Rasul
  15. Nabi Ka Zikar Hi Lyrics - Umair Zubair Qadri
  16. Saaeein Mawla Lyrics - Fez Meghani
  17. As Subhu Badaa Lyrics - Aashiq al-Rasul
  18. Ammu Jannam Lyrics - Fatemah Ladak
  19. Darpesh Ho Taiba Ka Safar Lyrics - Farhan Ali Qadri
  20. Ben Yürürüm Yane Yane Lyrics - Sami Yusuf
  21. Lagian Ne Mojan Lyrics - Farhan Ali Qadri
  22. Aaj Aaye Nabiyon Kay Sardar Marhaba Lyrics - Owais Raza Qadri
  23. Go Lyrics - Sami Yusuf
  24. Kivain Mukhre Toon Nazran Hatawan Lyrics - Milad Raza Qadri
  25. Rabbana Lyrics - Labbayk

COMMENTS

Subscribe
Notify of

40 Comments
Newest
Oldest Most Voted
40
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x