Sarkar Kay Dar Per Jaaoon Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

Sarkar Kay Dar Per Jaaoon Lyrics

Sarkar Kay Dar Per Jaaoon Woh Waqt-e-mubarak Aaye,
Taqdder Apni Chamkaaoon Woh Waqt-e-mubarak Aaye

Jab Paish-e-nazar Ho Mere Minaar-o-gumbad Tere
Mein Ghash Kha Kar Gir Jaaoon Woh Waqt-e-mubarak Aaye

Phir Zair-e-gumbad-e-khazra Ro Ro Kar Dast Basta
Sub Haal Mein Tujh To Sunaaoon Woh Waqt-e-mubarak Aaye

Dil Ko Apnay Samjha Kar Deedar Ki Aas Dila Kar
Ro Ro Kar Mein So Jaaoon Woh Waqt-e-mubarak Aaye

Woh Khoaab Mein Jalwa Dikhaein Aye Kaash Karam Farmayein
Mein Qadmon Mein Gir Jaaoon Woh Waqt-e-mubarak Aaye

Hai Dil Ka Ubaid Ye Armaan Phir Ban Kar Un Ka Mehmaan
Darbar Mein Naat Sunaaoon Woh Waqt-e-mubarak Aaye.

Nasheed Information:

Artist: Owais Raza Qadri


More Islamic Lyrics

  1. This Worldly Life Dunya Lyrics - Maher Zain
  2. Aagaya Hai Lyrics - Labbayk
  3. Pukara Dilsay Kisi Ney Lyrics - Dhamani Sisters
  4. Ellahi Lyrics - Zain Bhikha
  5. Ya Ali Ya Hussain Lyrics - Nadeem Sarwar
  6. Ali Da Malang Mein Tey Ali Da Lyrics - Farhan Ali Qadri
  7. Rabbee Yebarik Lyrics - Maher Zain
  8. Guantanamo Bay Lyrics - Zain Bhikha
  9. Mere Maula Lyrics - Ahmad Hussain
  10. A is for Allah Lyrics - Yusuf Islam
  11. Baraka Allahu Lakuma Lyrics - Maher Zain
  12. Kamle Wale Muhammed Lyrics - Milad Raza Qadri
  13. You Came To Me Lyrics - Sami Yusuf
  14. Naat by Hazrat Aisha Siddiqa “Umm al-Mu’minin” (R.A.) Lyrics - Old Lyrics
  15. Let Us Not Forget Lyrics - Sami Yusuf
  16. Marhaba Lyrics - Nader Khan
  17. You Came To Me Lyrics (feat. Dato’ Siti Nurhaliza) Lyrics - Sami Yusuf
  18. Smile Lyrics - Sami Yusuf
  19. ??? ??????? ??? ???? ????? – Buniyal Islam Ala Khamsin Kamsathi Ana Ka Nin Fe Din Lyrics - Various Artists
  20. Allahu Allah Lyrics - Labbayk
  21. Forgotten Promises Lyrics - Sami Yusuf
  22. Aye Naseeb Mere Naseeb Tu Lyrics - Naat Lyrics
  23. Chamka Mah e Noor Ka Hilal Lyrics - Owais Raza Qadri
  24. Haser Hesarak Lyrics - Hamza Namira
  25. Maqsad e Aalam e Hayaat e Nabi Lyrics - Naat Lyrics

COMMENTS

Subscribe
Notify of

4 Comments
Newest
Oldest Most Voted
4
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x