Ooj Pana Mere Huzoor Ka Hai Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

Ooj Pana Mere Huzoor Ka Hai Lyrics

Oj Paana Mere Hazoor Ka Hai,
Arsh Jaana Mere Hazoor Ka Hai.

Arsh Se Bhi Paray Woh Ho Ae,
Aana Jaana Mere Hazoor Ka Hai.

Shadiyane Bajay Shab e Mairaj,
Aaj Jana Meray Huzoor Ka Hai.

Haq Ta’aala Ka Jalwa Raaton Raat,
Daikh Aana Mere Hazoor Ka Hai.

Baithay Baithay Madinah Ghoom Ae,
Kya Bulaana Mere Hazoor Ka Hai.

Dainay Waali Hai Zaat Allah Ki,
Par Dilaana Mere Hazoor Ka Hai.

Qabr Ka Khoaf Ho Mujhay Kyon Kar,
Wahan pay aana mery huzoor ka hai.

Gam Na Mehsar Ki Dhoop Ka Hai Waan,
Shamiyana Mere Huzur Ka Hai.

Kash Kehnay Lagain Yeh Log Obaid,
Tu Deewana Mere Hazoor Ka Hai

Dil Ubaid E Raza Ka Hai Gulshan,
Dil Sajana Mere Huzur Ka Hai.

Main Hoon Tayyar Intezar Yeh Hai,
Kab Bulaana Mere Hazoor Ka Hai.

La’al-o-yaqoot-o-neelam-o-marjaan,
Har Khazaana Mere Hazoor Ka Hai.

La’al-o-yaqoot-o-neelam-o-marjaan,
Har Khazaana Mere Hazoor Ka Hai.

Bhai Bhai Muhajiro Ansar,
Dil Milana Mere Huzur Ka Hai.

Lalo Yaqut Nilamo Marjan,
Har Khazana Mere Huzur Ka Hai.

Jame Sheer Ek Sher Sattar Ne,
Ye Pilana Mere Huzur Ka Hai.

Nasheed Information:

Singer: Owais Raza Qadri


More Islamic Lyrics

  1. O Muhammed Lyrics - Shpend Limani
  2. Khorasan Lyrics - Sami Yusuf
  3. Wherever You Are Lyrics (ACOUSTIC – ARABIC) Lyrics - Sami Yusuf
  4. Marhaba Bolo Marhaba Lyrics - Farhan Ali Qadri
  5. Radhitu Billahi Rabba (Arabic Version) Lyrics - Maher Zain
  6. Tu Shah e Khubaan Tu Jaan e Janaan Lyrics - Milad Raza Qadri
  7. Ramadan Lyrics - Maher Zain
  8. Dua Ganjul Arsh Lyrics - Islamic Duas
  9. Aaya Kamli Wala Lyrics - Qari Shahid Mahmood
  10. Try Not to Cry Lyrics - Sami Yusuf
  11. Thula Sizwe Lyrics - Zain Bhikha
  12. Bagh e Jannat Key Hein Lyrics - Milad Raza Qadri
  13. My Lord Lyrics - Native Deen
  14. Jashne Aamede Rasool Lyrics - Shaam
  15. It’s a Game Lyrics - Sami Yusuf
  16. Tere Qurbaan Nabi Nazar e Karam Hum Pe Huyi Lyrics - Naat Lyrics
  17. Every Beat Lyrics - Aashiq al-Rasul
  18. Naseeba Khol Dae Mera Lyrics - Farhan Ali Qadri
  19. Zameen Maili Nahi Hoti Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi
  20. Karam Mangta Hoon Lyrics - Owais Raza Qadri
  21. The Cave of Hira Lyrics - Sami Yusuf
  22. Sari Gelin Lyrics - Sami Yusuf
  23. Panaah Lyrics - Fez Meghani
  24. Ya Rab Meri Soi Lyrics - Farhan Ali Qadri
  25. Ya Mustafa Lyrics - Adam Ali

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

11 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
11
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x