Jab Gumbad e Khazra Pe Woh Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

Jab Gumbad e Khazra Pe Woh Lyrics

Jab gumbad-e-khizra pe woh, pehli nazar gayi,
Aankhon kay raastay meray dil mein uttar gayi.

Sar kham tha, lab khamoosh thay, aankhein thein ashkbaar,
Ik sa’at-e-bedaar thei jou ke guzar gayi.

Barsi thei iss qadar, ke naha sa gaya udher,
Woh barish-e-karam mere daaman ko bhar gayi.

Dil bhi hai shad shad, tabiyat hai pur bahar,
Lagta hai aaj meri Madinay khabar gai.

Jou keh sakaa na lab say, mili woh murad bhi,
Mere sukoot per bhi shaha ki nazar gayi.

Taiba se lautna, kissi aashiq se puchiye,
Aisa lagay kay rooh badan say guzar gayi.

Awaz Ubaid teri ba faizan-e-naat hee,
Seenoon mein aashiqan Nabi (SAW) kay utar gayi.

Mar kar bhi na marunga mai alla ki qasam,
Yeh jaan unke zikr mey meri agar gayee.

Nasheed Information:

Singer: Owais Raza Qadri


More Islamic Lyrics

  1. Aa Gayi Mustafa Ki Sawari Lyrics - Naat Lyrics
  2. Rab Janay Tay Hussain Janay Lyrics - Dhamani Sisters
  3. Ameer Bhi Hai Ghareeb Bhi Lyrics - Mir Hasan Mir
  4. Jashan Sohne De Manaye Te Lyrics - Qari Shahid Mahmood
  5. Trials Of Life Lyrics - Sami Yusuf
  6. The Song of Rebellion Lyrics - Gaith Adhami
  7. A New Day Lyrics - Labbayk
  8. Ramadan (Malay – Bahasa Version) Lyrics - Maher Zain
  9. Lab Pe Naat e Nabi Ka Lyrics - Aamir Liaquat
  10. Ay Shaam E Gharibaan Lyrics - Mesum Abbas
  11. Kamli Wale Deh Darbar Di Gal Lyrics - Hafiz Ahsan Amin
  12. Burdah Lyrics - Mesut Kurtis
  13. Assalamu Alayka (Arabic Version) Lyrics - Maher Zain
  14. Kya Mohammad Ka Pyara Nahin Lyrics - Nadeem Sarwar
  15. Your Mother Lyrics Rashid Bhikha Lyrics - Yusuf Islam
  16. Thank You Allah Lyrics - Maher Zain
  17. Sartaba Qadam Hain Tanay Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  18. I Love You So Lyrics - Maher Zain
  19. Pohnchoon Dar e Sarkar Pe Chaha To Yehi Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  20. Generous Peace Lyrics - Kareem Salama
  21. Is It True Lyrics - Abdullah Rolle
  22. Always Be There Lyrics - Maher Zain
  23. Lagian Ne Mojan Lyrics - Farhan Ali Qadri
  24. Ooj Pana Mere Huzoor Ka Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  25. Aagaya Hai Lyrics - Labbayk

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

16 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
16
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x