Qadam Qadam Pe Khuda Ki Madad Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

Qadam Qadam Pe Khuda Ki Madad Lyrics

qadam qadam pe Khuda ki madad pohanchti hai
durood se mere dil ko rasad pohanchti hai

ye aasmaan bhi wahan tak nahi pohanch sakta
jahan tak aap k qadmon ki hadd pohanchti hai

sir apna paaye risalat ma’aab per rakh doon
to aasmaan pe bulandi-e-qadd pohanchti hai

juloos-e-ishq-e-nabi ka ho jis taraf se guzar
mere junoon ko bhi lay kar khirad pohanchti hai

durood ka dia jata hai jub sawab mujhe
bahisht tak meri do guz lahad pohanchti hai


salaam-o-naat muzaffar yahan mein parhta hoon
qubooliat ki haram se sanad pohanchti hai.

Nasheed Information:
Singer: Owais Raza Qadri
Album: Rang Day Moula


More Islamic Lyrics

  1. The Source Lyrics - Sami Yusuf
  2. Ze Eshqat Lyrics - Sami Yusuf
  3. Noor Wala Aya Hai Lyrics - Farhan Ali Qadri
  4. Kaash Abbass Na Maray Jaatay Lyrics - Dhamani Sisters
  5. Although I Never Saw His Face Lyrics - Zain Bhikha
  6. Ahmad Ya Habibi Lyrics - Ahmad Hussain
  7. Sarkar Kay Dar Per Jaaoon Lyrics - Owais Raza Qadri
  8. Prism Lyrics - Sami Yusuf
  9. Assalamu Alayka (Arabic Version) Lyrics - Maher Zain
  10. Beautiful Brave Souls Lyrics - Gaith Adhami
  11. Ehlam Ma’aya Lyrics - Hamza Namira
  12. Qabu Mein Nahin Rehtay Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  13. Ya Mustafa Lyrics - Adam Ali
  14. Our Creation Lyrics - Tom Robertson
  15. Bahar e Jaan Fiza Tum Ho [Part 2-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  16. I Need Your Help Lyrics - Wajid Akhtar
  17. Main Lajpalan De Lar Lagiyan Lyrics - Farhan Ali Qadri
  18. 99 Names of Allah Lyrics - Beautiful Names
  19. Agar Koi Apna Bhala Chahta Hai Lyrics - Mohammad Rehan Qureshi
  20. It’s a Game Lyrics - Sami Yusuf
  21. Land of Revelation Lyrics - Zain Bhikha
  22. Naat by Hazrat Abu Bakr “Al-Siddiq” (R.A.) Lyrics - Old Lyrics
  23. Ew’idooni Lyrics - Hamza Namira
  24. Trials Of Life Lyrics - Sami Yusuf
  25. O’ My Lord Lyrics - Labbayk

COMMENTS

Subscribe
Notify of

16 Comments
Newest
Oldest Most Voted
16
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x