Ya Syedi Ya Mustafa Lyrics - Syeda Amber Saleem

By: 

Ya Syedi Ya Mustafa Lyrics

Ya Syedi Ya Mustafa, Salle Ala Ya Mujtaba
Sidra qadam quran nava, rehmat badan khushboo kaba Salle ala Aa Mujtaba.

Paye mubarak kay nishan sangay binay e kurfiqan
Gaftar say lipty hoyi nafse zameen o asman
Har ahed hai masrad teri, jari rahe aamad teri
Aa meray hujray mein bhi aa salle ala ya Mujataba.

Kamli teri parcham bani, aadat teri mosaam bani
Under kay zakhmoon kay liye talwaar bhi merham bani
Murday masiha hogaye, pathar papiha hogaye
Tazeem nay barhkar kaha salle ala ya Mujataba.

Aie warifay hilmul ula, tu siray haq ban ker khula
Har eik bahar us ki hui, jo teray kantoon per tula
Iss par say uss per taq, firdoos kay bazar taq
Siqa chalay ga ab tera, salle ala ya Mujataba.

Jab mujh pay tu saya kare, har sans itraya karey
Mar jayoon to merqad mein bhi aie kaash tu aaya karey
Rakhta rahoon aamal mein, gin gin kay teri aahatein
Hontoon pay houn bas ik sada salle ala ya Mujataba.

Urdu Naat Information:

Na’at Recitor: Syeda Amber Saleem
Album: N/A


More Islamic Lyrics

  1. Man In The Mirror Lyrics - Raef
  2. The Key Lyrics - Sami Yusuf
  3. Mujh Pey Be Chashme Karam Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  4. Ya Muhawwin Lyrics - Hamza Namira
  5. Muhammad (P.B.U.H) Lyrics - Ahmad Hussain
  6. Where is my Warrior? Lyrics - Voices Of Passion
  7. A Piece of Land Lyrics - Dawud Wharnsby
  8. Barakah Lyrics - Sami Yusuf
  9. Allah Hoo Akbar Lyrics - Farhan Ali Qadri
  10. Pearl Lyrics - Sami Yusuf
  11. Ashqi Mn – ?????? ?? Lyrics - Jabar Abdollah
  12. Nabi Ka Zikar Hi Lyrics - Umair Zubair Qadri
  13. Never Forget Lyrics - Sami Yusuf
  14. Medina Lyrics - Maher Zain
  15. Shah e Wala Mujhe Taiba Bulalo Lyrics - Naat Lyrics
  16. Kamil Hai Jo Azal Se Lyrics - Zulfiqar Ali
  17. Zara Chehre Se Lyrics - Ahmad Hussain
  18. Bahar e Jaan Fiza Tum Ho [Part 1-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  19. Jannah Lyrics - Maher Zain
  20. Isn’t It So Funny Lyrics - Labbayk
  21. Bazm-e-Konain Sajanain Kayliyay Aap Aeye Lyrics - Various Artists
  22. Sartaba Qadam Hain Tanay Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  23. Durood e Ibrahimi Lyrics - Durood Shareef
  24. Ya Nabi Salam Alayka (Arabic) Lyrics - Maher Zain
  25. Allahu Lyrics - Labbayk

COMMENTS

Subscribe
Notify of

2 Comments
Newest
Oldest Most Voted
2
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x