Do Bar Namaz Shaheed Hui Lyrics - Qurban Jafri

By: 

Do Bar Namaz Shaheed Hui Lyrics

Chorus:
Do bar namaz shaheed hui, ik Masjid mein ik maktal mein,
Quran lahu main tar dekha, ik Kufay mein ik Karbal mein.

Chorus

Ik bar yateem hoi bibi, ik bar hoti mutajarda,
Do bar Nabi ka ghar ujra, ik basti mein ik jangal mein.

Chorus

Ghurbat mein yoon majboor kiya baiass Batool ki baiti ko,
Do bar Madina yaad aaya, Ik zinda mein ik mehwal mein.

Chorus

Huway zakhmi kaan Masuma kay, pamal Hussain ki laash hoi,
Do bar qiyamat tout pari, Ik khaimoon pay ik maktal mein.

Chorus

Kuch paak namazi katal huey, teer o talwaroon say Muhsin,
Kuch zindanoon mein dafan huey, pardesi qaid musalsal mein.

Noha Information:

Noha Reciter: Qurban Jafri
Album: Qurban Jafri – 2004


More Islamic Lyrics

  1. Sayadi Sayadi Mustafa Mustafa Lyrics - Hooria Rafiq
  2. Let It Go Lyrics - Maher Zain
  3. Go Lyrics - Sami Yusuf
  4. Lagiyan Ne Mojan Lyrics - Owais Raza Qadri
  5. Wah Kiya Joodo Karam Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  6. Allahu Lyrics - Sami Yusuf
  7. Pohnchoon Dar e Sarkar Pe Chaha To Yehi Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  8. Mitho Naalo Muhammad Jo Lyrics - Farhan Ali Qadri
  9. La ilaha illa Allah Lyrics - Taha Hosna
  10. Hai Pak Rutba Fikr Say Us Bay Niaz Ka Lyrics - Imran Shaikh Attari
  11. The Path of a Traveller Lyrics - Labbayk
  12. Ramadan Assalam Lyrics - Aamir Liaquat
  13. Never Never Lyrics - Sami Yusuf
  14. Mera Dil Badal De Lyrics - Junaid Jamshed
  15. Generous Peace (Arabic) Lyrics - Kareem Salama
  16. Love Will Prevail Lyrics - Maher Zain
  17. Never Forget Lyrics - Sami Yusuf
  18. Aj Sik Mitran Di Wadheriye Lyrics - Zulfiqar Ali
  19. Kun Anta Lyrics - Humood Alkhudher
  20. Ya Ali Ya Hussain Lyrics - Nadeem Sarwar
  21. I Believe feat. Maher Zain Lyrics - Irfan Makki
  22. Aao Tasbih Hee Subho Shaam Karain Lyrics - Milad Raza Qadri
  23. Marhaba Lyrics - Nader Khan
  24. Raastein Saaf Batatay Hain Lyrics - Owais Raza Qadri
  25. Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi

COMMENTS

Subscribe
Notify of

6 Comments
Newest
Oldest Most Voted
6
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x