Kya Mohammad Ka Pyara Nahin Lyrics - Nadeem Sarwar

By: 

Kya Mohammad Ka Pyara Nahin Houn Lyrics

Mujhe pay kyun band karte ho paani

Ya Hussain x3
Mera nana Nabi, meri maa Sayyada
Mera baba Ali, mera bhai Hasan
Hum hi hein Panjatan
Meri kya he khata, mujhpe kyun band karte ho pani
Kiya Muhammad ka pyara nahin hun
Kya mein Zahra ka jaya nahin hun x3
Kya Nabi ka nawasa nahin hun

1. Mere nana ne kalma sikhaya
Aur quran tumko sunaya x2
Kya ma nana ka saaya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

2. Who madina jahaan mera ghar he
Aur masjid mein us ghar ka dar he x2
Kya mein us ghar mein khela nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun


3. Chakkiya pees kar maan ne paala
Mujhko nana ne jhula jhulaya x2
Apna bachpan mein bhula nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

4. Kamli wale ke lab chumta tha
Kitna pyara mera bachpana tha x2
Kya mein unka dulhara nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

5. Mein jo paani kabhi maangta tha
Kyun tarapti thi maa ab mein samjha x2
Paas asghar ke jaata nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

6. Mein jo chahun baras jaaein badal
Khun mein duba nazar aaye maqtal x2
Jang karne mein aya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

7. Ik sada thi ye Rehaan-o-Sarwar
Kehrahe the Hussain ibne haider x2
Kya mein mehman aaya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun
Kya mein zahra ka jaya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun

Noha Information:
Noha Reciter: Nadeem Sarwar Sons ( Syed Muhammad Ali Shanawar & Syed Muhammad Ali Ji )
Album: Nadeem Sarwar – 2008


More Islamic Lyrics

  1. Beloved Lyrics - Mesut Kurtis
  2. Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye Lyrics - Farhan Ali Qadri
  3. Shukar Hai Tera Khudaya Lyrics - Hafiz Ahsan Amin
  4. Laylatul Qadr Lyrics - Native Deen
  5. Ya Nabi Salam Alayka (Arabic) Lyrics - Maher Zain
  6. Haqeeqat Mein Woh Lutfe Zindagi Lyrics - Mohammad Mushtaq Qadri
  7. A Thousand Times Lyrics - Sami Yusuf
  8. Taiba Ke Jane Wale Lyrics - Owais Raza Qadri
  9. You Came To Me (Arabic) Lyrics - Sami Yusuf
  10. Imagine Lyrics - Adam Ali
  11. Jannah Lyrics - Maher Zain
  12. Amma Nee Amma Lyrics - Milad Raza Qadri
  13. Mawlaya (Arabic Version) Lyrics - Maher Zain
  14. Tajdaar-e-Haram (Salaam) Lyrics - Milad Raza Qadri
  15. Kya Bayaan Azmatein Houn Teri Shaha Lyrics - Naat Lyrics
  16. Ey Hasnain Ke Nana Lyrics - Milad Raza Qadri
  17. There Is None Greater Lyrics - Abdullah Rolle
  18. Al-Mu’allim Lyrics - Sami Yusuf
  19. Hamziyya Lyrics - Sami Yusuf
  20. Hazri Abbass Ki Lyrics - Dhamani Sisters
  21. One Day Lyrics - Maher Zain
  22. The Song of Rebellion Lyrics - Gaith Adhami
  23. Kamle Wale Muhammed Lyrics - Milad Raza Qadri
  24. Mere Ghazi Kahaan Ho Lyrics - Shahid Baltistani
  25. Teri Shaan Jalla Jalaluhu Lyrics - Urdu Hamds

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

181 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
181
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x