Wo Charag e Deen e Muhammadi Lyrics - Naat Lyrics

By: 

Wo Charag e Deen e Muhammadi Lyrics


Wo charag e deen e muhammadi
Jis se duniya me ujaala hai
Roshan jis ke dam se dil hain
wo mera kamli wala hai

Ummat ke liye har dukh ko saha
Or sabr kiya har mushkil me
Qurbaan nabi ji tum per hum
Teri rehmat hum per aala hai

Teri deed ki pyasi hai ummat
Aye rab ke habeeb aye parda nasheen
Teri deed ka hum ko pila sharbat
Wo hi sharbat sab se nirala hai

Sab taalib hain bakhshish e khuda
Or teri rasaai jaante hain
Is aalam me us aalam me
Tumra hi to bol – baala hai

Har ne’amat ka maalik Allah
Wohi paalta hai Beshaq lekin
Hum sadqey me jis ke palte hain
Wo mera kamli wala hai

‘ Mehboob ‘ fida ho kyun na tere
Aye noor e khuda mushkeel kusha
Jab jab bhi pukara mushkeel me
Rehmat ne tumhari sambhala hai

Submitted by: Mehboob Makrani


More Islamic Lyrics

  1. Subhanallah (Subhan Allah) Lyrics - Khaleel Muhammad
  2. Love Will Prevail Lyrics - Maher Zain
  3. Ummati Lyrics - Maher Zain
  4. Hum Apne Nabi Ke Deewane Lyrics - Ahmad Raza Qadri
  5. Ya Ali Ya Hussain Lyrics - Nadeem Sarwar
  6. Ya Hayyu Ya Qayyum Lyrics - Sami Yusuf
  7. Khuloos Ki Roshnai Lay Ker Lyrics - Wazir Syed
  8. As Subhu Badaa Lyrics - Aashiq al-Rasul
  9. Don’t Talk To Me About Muhammad Lyrics - Dawud Wharnsby
  10. Meditation Lyrics - Sami Yusuf
  11. An Nabi Sallu Alai [Part 1-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  12. I’m Your Hope Lyrics - Sami Yusuf
  13. Bano Ka Yeh Arman Tha Lyrics - Dhamani Sisters
  14. Morning Lyrics - Gaith Adhami
  15. Ca C’est La Vie Lyrics - Zain Bhikha
  16. Rukh Sey Kakul Hata Diya Tu Nay Lyrics - Milad Raza Qadri
  17. Pizza in His Pocket Lyrics - Zain Bhikha
  18. Maine Rukh Kar Liya Madine Ka Lyrics - Naat Lyrics
  19. Dunya Ke Ay Musafir Lyrics - Labbayk
  20. Karbobala Bismillah Lyrics - Voices Of Passion
  21. Every Morning Lyrics - Labbayk
  22. Generous Peace (Arabic) Lyrics - Kareem Salama
  23. Karam Karte Ho Rehte Ho Lyrics - Naat Lyrics
  24. You Lyrics - Sami Yusuf
  25. Heaven Lyrics - Khaleel Muhammad

COMMENTS

Subscribe
Notify of

0 Comments
Newest
Oldest Most Voted
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x