Uthi Nazar To Unke Karam Pe Thaher Gayi Lyrics - Naat Lyrics

By: 

Uthi Nazar To Unke Karam Pe Thaher Gayi Lyrics

1. UTHI NAZAR TO ROOWE NABI PER THAHER GAYI
2. DIL KYA SANVAR GAYA MERI QISMAT SANVAR GAYI

3. HIJREY NABI MEIN AAH KAHAN BEY ASAR GAYI
4. TAR PE JO HUM YAHAN TO MADINEY KHABAR GAYI

5. ARSH SE NOOR CHALA AUR HARAM TAK PAHONCHA
6. SILSILA MERE GUNAHON KA KARAM TAK PAHONCHA

7. TERI MIRAJ KE TU LOH-O-QALAM TAK PAHONCHA
8. AUR MERI MIRAJ KE MAYN TERE QADAM TAK PAHONCHA


9. JO UNKE ZIKR KI MEHFIL SAJAE BAITHE HAIN
10. WOH DILON KO APNE MADINAH BANAE BAITHE HAIN

11. YEH KEH GAYA HAI KOI AAKE MERE KANON MEIN
12. NAZAR SE DEKH KE SARKAR AAEY BAITHE HAIN

13. TARIF JO MAYN KARTA HUN KHAYRUL ANAM KI
14. IZZAT BULAND HOTI HAI MERE QALAM KI

15. MERI LAHAD MEIN LAENGEY TASHRIF MUSTAFA
16. ADAT BANA RAHA HUN DUROODO SALAAM KI

PARHIYE:- SALLEY ALA NABIYENA, SALLEY ALA MUHAMMADIN
SALLEY ALA SHAFIYENA, SALLEY ALA MUHAMMADIN


More Islamic Lyrics

  1. Allah Ya Moulana Lyrics - Maher Zain
  2. Change our Hearts Lyrics - Abdullah Rolle
  3. Kiya Khabar Kya Saza Mujh Ko Milti Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  4. Holy Water Lyrics - Gaith Adhami
  5. Alhubbu Yasood – ???? ???? Lyrics - Maher Zain
  6. Packed at All Lyrics - Native Deen
  7. Ya Mustafa Lyrics - Sami Yusuf
  8. I Turn To You Lyrics - Ahmad Hussain
  9. Aicha Lyrics - Outlandish
  10. Alhamdu Lillah Lyrics - Mesut Kurtis
  11. Together We Pray Lyrics - Labbayk
  12. Parho Durood Ke Moulood Ki Ghari Aayi Lyrics - Owais Raza Qadri
  13. Trust In Allah Lyrics - Saif Adam
  14. With You Lyrics - Raef
  15. The Mountain Lyrics - Tom Robertson
  16. Open Your Eyes Lyrics - Labbayk
  17. Ahl Al Bayt Lyrics - Nader Khan
  18. Al Qudsu Tunadeena Lyrics - Ahmed Bukhatir
  19. Guide Me All the Way Lyrics - Maher Zain
  20. Kaash Abbass Na Maray Jaatay Lyrics - Dhamani Sisters
  21. Provu Tumi Amari Lyrics - Labbayk
  22. Beautiful Brave Souls Lyrics - Gaith Adhami
  23. Rooh e Shabbir Woh Manzar To Bata Lyrics - Milad Raza Qadri
  24. Eid Mubarak Lyrics - Harris J.
  25. Don’t Talk To Me About Muhammad Lyrics - Dawud Wharnsby

COMMENTS

Subscribe
Notify of

2 Comments
Newest
Oldest Most Voted
2
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x