Dil Main Ishq e Nabi Lyrics - Milad Raza Qadri

By: 

Dil Main Ishq e Nabi Lyrics

Dil main ishq e Nabi (SAW) ki ho aisi lagan,
Ruh tarapti rahe dil machalta rahe,
Zindagi ka maza hey kay har saans say,
Ya Muhammad Muhammad (SAW) nikalta rahey.

Dil Main Ishq-e-Nabi Kee Ho Aesee Lagan….

Ya Muhammad Muhammad (SAW) mein kehta raha,
Noor kay motion ki lare ban gaee,
Ayaton sey milata raha ayatayn,
Phir jo dekha to Naat e Nabi (SAW) ban gaye.

Jo bhi ansoo bahe merey Mehboob kay,
Sab key sab abr e rehmat kay cheentay banay,
Chah gaee raat jab zulf lehra gaee,
Jab tabasum kiya chandani ban gaee.

Yeh to maana kay jannat hai bagh e haseen,
Khoobsoorat hey sab khuld ki sar zameen,
Husn e jannat ko phir jab samayta gaya,
Sarwar e ambiya ki galee ban gaee.

Jab chirah tazkira un kay rukhsaar ka,
Waduha par liya, wal qamar keh dia,
Sooraton kee tilawat bhi hoti rahi,
Naat bhi ho gayi baat bhi ban gayi.

Sab say saim zamanay main mazoor tha,
Sab sey beykas tha beybas tha majboor tha ,
Un ko reham agaya merey halaat par,
Meree azmat meree beybasee ban gaee.

Dil mein ishq e Nabi (SAW) ki ho aisi lagan,
Rooh tarapti rahay dil machalta rahay,
Zindagi ka maza hai kay har saans say,
Ya Muhammad Muhammad (SAW) nikalta rahey.

Urdu Naat Information:
Artist: Milad Raza Qadri
Album: Rukh Sey Kakul Hata Diya Tu Na
Produced: Oriental Star Agencies Ltd


More Islamic Lyrics

  1. The Lord of the Worlds Lyrics - Labbayk
  2. Dard e Dil Chahiye Chashm e Tar Chahiye Lyrics - Naat Lyrics
  3. Provu Tumi Amari Lyrics - Labbayk
  4. Rasool’Allah Lyrics - Harris J.
  5. Man In The Mirror Lyrics - Raef
  6. Haji Menuju Allah Lyrics - Raihan
  7. Hamziyya Lyrics - Sami Yusuf
  8. Wah Kiya Joodo Karam Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  9. I Need Your Help Lyrics - Wajid Akhtar
  10. Haleema Main Tere Muqadran Tu Sadqe Lyrics - Naat Lyrics
  11. The Song of Rebellion Lyrics - Gaith Adhami
  12. The Remedy Lyrics - Native Deen
  13. Kullama Nadayta Ya Hu Lyrics - Aashiq al-Rasul
  14. Mohammed Ke Shaher Mein [Part 3-3] Lyrics - Aslam Sabri
  15. Ya Rab Meri Soi Lyrics - Farhan Ali Qadri
  16. Meri Kashti Paar Laga Dena Lyrics - Saira Naseem
  17. Koi Aaye Koi Jaye Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  18. Mohammed Ke Shaher Mein [Part 1-3] Lyrics - Aslam Sabri
  19. Iman Ramzan Lyrics - Aamir Liaquat
  20. Let It Go Lyrics - Maher Zain
  21. Haqeeqat Mein Woh Lutfe Zindagi Lyrics - Mohammad Mushtaq Qadri
  22. O’ My Lord Lyrics - Labbayk
  23. Radhitu Billahi Rabba Lyrics - Maher Zain
  24. Wushoosh Lyrics - Hamza Namira
  25. Morning Prayer Lyrics - Tom Robertson

COMMENTS

Subscribe
Notify of

334 Comments
Newest
Oldest Most Voted
334
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x