Aaj Ashk Mere Naat Sunain Lyrics - Khursheed Ahmad

By: 

Aaj Ashk Mere Naat Sunain Lyrics

Aaj ashk mere naat sunain to ajab kya
Sun ker woh mujhe pas bulaein to ajab kya.

Un per to ghunahagar ka sab hal khula hai
Iss par bhi who daman mein chupaein to ajab kiya.

Muhn dhanp kay rakna ke ghunahagaar bohot hoon
Mayat ko meri dekhnay ayein to ajab kya.

Na zaad e safar hai na koi kaam bhalay hain
Phir bhi hamain sarkaar bulain to ajab kya.

Deedar key qabil to nahin chashm e tamana
Lekin Woh kabhi khwaab main aaein to ajab kya.

Deedar ke qabil to kahan meri nazar hai
Lakin woh kabhi khawab mein aayein to ajab kiya.

Yeh nisbat e shah e madni aur yeh aansoo
Mehshar mein aik gham say shuraein to ajab kiya.

Main aisa khatawar hoon kuch had bhi nahin jis ki
Phir bhi meray aeboon ko chupaein to ajab kiya.

Paband nawa to nahin faryad ki rasmein
Yeh ishq mera haal sunayein to ajab kiya.

Paband nawa to nahin faryad ki rasmein
Aansoo hi mera hal sunaein to ajab kiya.

Haasil jinhein aqaa ki ghulami ka sharaf hai
Thokar say woh murdoon ko jalaaein to ajab kiya.

Woh husn e do aalam hain adeeb unkay kadam say
Sehra main agar phool khilayein to ajab kiya.


More Islamic Lyrics

  1. The Path Lyrics - Raef
  2. Ellahi Lyrics - Zain Bhikha
  3. Ishq Kee Intiha Syeda Fatima Lyrics - Milad Raza Qadri
  4. Qissat Al’Oshaq Lyrics - Humood Alkhudher
  5. Jashne Aamede Rasool Lyrics - Shaam
  6. He is the One Lyrics - Abdullah Rolle
  7. Give Thanks To Allah Lyrics - Zain Bhikha
  8. Uthi Nazar To Unke Karam Pe Thaher Gayi Lyrics - Naat Lyrics
  9. O Muhammed Lyrics - Shpend Limani
  10. Hushed Lyrics - Gaith Adhami
  11. My Beloved Lyrics - Ahmad Hussain
  12. Morning Musk Lyrics - Gaith Adhami
  13. Departure Lyrics - Gaith Adhami
  14. Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye Lyrics - Farhan Ali Qadri
  15. Rabbana Lyrics - Labbayk
  16. Show Me Lyrics - Tom Robertson
  17. Always Be There (French) Lyrics - Maher Zain
  18. Together We Pray Lyrics - Labbayk
  19. Aie Mout Thahar Jaa Lyrics - Owais Raza Qadri
  20. Haqeeqat Mein Woh Lutfe Zindagi Lyrics - Mohammad Mushtaq Qadri
  21. The Greatest Gift Lyrics - Labbayk
  22. Mountains of Makkah Lyrics - Zain Bhikha
  23. Muhammad (PBUH) Lyrics - Zain Bhikha
  24. Ali Hamara Hai Lyrics - Dhamani Sisters
  25. Ya Muhawwin Lyrics - Hamza Namira

COMMENTS

Subscribe
Notify of

5 Comments
Newest
Oldest Most Voted
5
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x