Kya Mohammad Ka Pyara Nahin Lyrics - Nadeem Sarwar

By: 

Kya Mohammad Ka Pyara Nahin Houn Lyrics

Mujhe pay kyun band karte ho paani

Ya Hussain x3
Mera nana Nabi, meri maa Sayyada
Mera baba Ali, mera bhai Hasan
Hum hi hein Panjatan
Meri kya he khata, mujhpe kyun band karte ho pani
Kiya Muhammad ka pyara nahin hun
Kya mein Zahra ka jaya nahin hun x3
Kya Nabi ka nawasa nahin hun

1. Mere nana ne kalma sikhaya
Aur quran tumko sunaya x2
Kya ma nana ka saaya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

2. Who madina jahaan mera ghar he
Aur masjid mein us ghar ka dar he x2
Kya mein us ghar mein khela nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun


3. Chakkiya pees kar maan ne paala
Mujhko nana ne jhula jhulaya x2
Apna bachpan mein bhula nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

4. Kamli wale ke lab chumta tha
Kitna pyara mera bachpana tha x2
Kya mein unka dulhara nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

5. Mein jo paani kabhi maangta tha
Kyun tarapti thi maa ab mein samjha x2
Paas asghar ke jaata nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

6. Mein jo chahun baras jaaein badal
Khun mein duba nazar aaye maqtal x2
Jang karne mein aya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

7. Ik sada thi ye Rehaan-o-Sarwar
Kehrahe the Hussain ibne haider x2
Kya mein mehman aaya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun
Kya mein zahra ka jaya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun

Noha Information:
Noha Reciter: Nadeem Sarwar Sons ( Syed Muhammad Ali Shanawar & Syed Muhammad Ali Ji )
Album: Nadeem Sarwar – 2008


More Islamic Lyrics

  1. Supplication Lyrics - Sami Yusuf
  2. Marhaba Ya Rasoolallah Lyrics - Farhan Ali Qadri
  3. Rabbee Yebarik Lyrics - Maher Zain
  4. Home Lyrics - Raef
  5. Amma Nee Amma Lyrics - Milad Raza Qadri
  6. Eid Song Lyrics - Sami Yusuf
  7. Ya Zal Jalali Wal Ikram Lyrics - Urdu Hamds
  8. Madinay Mein Yeh Hotey Hain Lyrics - Farhan Ali Qadri
  9. The Chosen One Lyrics - Maher Zain
  10. Rang Day Moula Lyrics - Owais Raza Qadri
  11. Allah Hu Lyrics - Aashiq al-Rasul
  12. Jagah Ji Lagane Ki Duniya Nahi Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  13. Ghar Lut Gaya Lyrics - Mesum Abbas
  14. Dunya Ke Ay Musafir Lyrics - Labbayk
  15. Abr e Karam Gesoo e Muhammad Lyrics - Naat Lyrics
  16. Children of the World Lyrics - Ahmad Hussain
  17. Trials Of Life Lyrics - Sami Yusuf
  18. Masha Allah (Arabic Version) Lyrics - Maher Zain
  19. I’m So Sorry Lyrics - Irfan Makki
  20. Muhammad Nabina Lyrics - Hamada Helal
  21. Ey Hasnain Ke Nana Lyrics - Milad Raza Qadri
  22. Zameen o Zaman Tumhare Liye Lyrics - Khursheed Ahmad
  23. Ya Hayyu Ya Qayyum Lyrics - Sami Yusuf
  24. Kya Bayaan Azmatein Houn Teri Shaha Lyrics - Naat Lyrics
  25. Allah Tera Shukar Hai Lyrics - Abdul Hameed Rana Soharwardi

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

188 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
188
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x