Ameer Bhi Hai Ghareeb Bhi Lyrics - Mir Hasan Mir

By: 

Ameer Bhi Hai, Ghareeb Bhi Lyrics

Ameer Hussain, Ghareeb Hussain,
Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai x2

Hussain mehboob e kibriya hai,
Hussain ghurbat ki intiha hai,
Hussain maqsood e karbala hai,
Hussain mazloom e karbala hai.

Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai x2

Ameer aisa kafan ki sogat jiskay rozay say bat rahi hai,
Garib aisa kay khood ko ab tak kafan muyasar nahin hua hai.

Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai,
Hussain Gareeb, Hussain,

Ameer aisa kay jiska jhoola Nabi jhoolaein Ali jhoolaein
Ghareeb aisa kay jiskay bachay kaban mein jhula bhi jal gaya hai.

Amir bhi hai Ghareeb bhi hai,
Hussain Gareeb, Hussain,

Ameer aisa kay ramsay parda gari chali hai usi kay dar say,
Ghareeb aisa kay Shaam o kufan mein uski hamseer bay rida hai.

Ameer bhi hai, Ghareeb bhi hai,
Hussain Gareeb, Hussain,

Ameer aisa Sakina jaisi Khuda nay baiti jisay aata ki,
Gharib aisa usi kay moun par *koi* tamachay laga raha hai.

Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai,
Hussain Gareeb, Hussain,

Ameer aisa kay jikay baba ki malkiyat mein hai Husay Kosar,
Ghareeb aisa kay teen din say, usi ko pani nahin mila hai.

Ameer bhi hai, Ghareeb bhi hai,
Hussain Gareeb, Hussain,

Ameer aisa kay jiska baita *sabi* hai sardar e ambiya hai,
Gareeb aisa kay wohi sinay mein *teer* khaye chupaye taraf raha hai.

Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai,
Hussain Gareeb, Hussain,

Ameer aisa kay Khuda ka deen jiskay dam say hai aaj tak salamat,
Ghareeb aisa kay ran mein gardan salamat nahin raha hai.

Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai,
Hussain Gareeb, Hussain,

Ameer aisa kay pathroon ko banaday Gohar wohi Takalum,
Ghareeb aisa kay pathroon mein, usi ka lasha chupa huwa hai.

Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai x2

Hussain mehboob e kibriya hai,
Hussain ghurbat ki intiha hai,

Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai,
Ameer Hussain, Ghareeb Hussain.

————————————–

*Word* – Are the words which were not clear when hearing & writting the lyrics. If you know the right word please leave them in our comment section and we will upgrade them. Thanks

Noha Information:
Noha Reciter: Mir Hasan Mir
Album: Mir Hasan Mir – 2009
Kalam: Janab Hussain Gohar, Janab Mir Takallum


More Islamic Lyrics

  1. Dukh Duniya De Kera Lende Paa Lyrics - Qari Shahid Mahmood
  2. I Promise Lyrics - Harris J.
  3. Jashn e Millad Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  4. Aseer Ahsan Lyrics - Humood Alkhudher
  5. Jaaneh Jaanaan Lyrics - Sami Yusuf
  6. Countless Voices Lyrics - Voices Of Passion
  7. Aaqa Ka Milad Aaya [Part 2-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  8. Rab Janay Tay Hussain Janay Lyrics - Dhamani Sisters
  9. Yeh Meri Maa Ki Duaon Ka Asar Lagta Hai Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi
  10. Peace Remain Lyrics - Kareem Salama
  11. Kankar Se Kalma Parhwao Phir Kehna Hum Jaise The Lyrics - Naat Lyrics
  12. A New Day Lyrics - Labbayk
  13. Dryer Land Lyrics - Sami Yusuf
  14. A’marona A’malona Lyrics - Maher Zain
  15. Qasidah Burdah Lyrics - Labbayk
  16. Eik Boondh Bhi Lyrics - Mesum Abbas
  17. Best of Creation Lyrics - Labbayk
  18. Number One For Me Lyrics - Maher Zain
  19. Tu Shah e Khubaan Tu Jaan e Janaan Lyrics - Milad Raza Qadri
  20. Nabi Ki Naat Mein Padh Lun To Koi Baat Nahi Lyrics - Naat Lyrics
  21. Koay Nabi Se Aa Na Sake Hum Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi
  22. Lab Pe Aati Hai Dua Lyrics - Ahmad Hussain
  23. Marhaba Ya Mustafa Lyrics - Ahmad Hussain
  24. Wo Charag e Deen e Muhammadi Lyrics - Naat Lyrics
  25. Dunya Ke Ay Musafir Lyrics - Labbayk

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

12 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
12
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x