Dunya Ke Ay Musafir Lyrics - Labbayk

By: 

Dunya Ke Ay Musafir Lyrics

Chorus:
Dunya ke ay musafir
Manzil teri qabar hai
Tai kar raha hai jo tu
Do din ka ye safar hai

dunya bani hai jab se
laakhon karoro aaye x2
baaqi raha na koi
mitti mein sab samaaye x2
is baat ko na bhulo
sab ka yahi hashr he

Chorus

aankho se tu ne apne
kitne janaaze dekhe x2
haathow se tu ne apne
dafnaaye kitne murday x2
anjaam se tu apne
kyun itna bekhabar hai

Chorus

makhmal pe sonay waale
mitti mein so rahe hai x2
shaaho gada barabar
ek saath so rahe hai x2
dono huwe baraaber
yahi maut ka asar hai

Chorus

Ye aali shaan bunglay
kuch kaam ke nahi hai x2
ye oonchi oonchi imaarat
kuch kaam ki nahi hai x2
do gaz zameen ka tukra
chota sa tera ghar hai

Chorus


More Islamic Lyrics

  1. Subhanallah (Subhan Allah) Lyrics - Khaleel Muhammad
  2. It’s Jumuah “Friday” Lyrics - Raef
  3. Ishq Kay Rang Mein Rang Jao Mere Yaar Lyrics - Owais Raza Qadri
  4. Bazaar E Shaam Lyrics - Irfan Hussain
  5. Eid-un Sa’Eid Lyrics - Zain Bhikha
  6. Jashne Aamede Rasool Lyrics - Shaam
  7. Freedom Ain’t Free (feat. Nano Omar) Lyrics - Raef
  8. Sultan e Karbala Ko Hamara Salam Ho Lyrics - Owais Raza Qadri
  9. Dua Ganjul Arsh Lyrics - Islamic Duas
  10. You And I Lyrics - Irfan Makki
  11. Departure Lyrics - Gaith Adhami
  12. Pukara Dilsay Kisi Ney Lyrics - Dhamani Sisters
  13. Har Taraf Anwaar Ki Barsaat Hai Lyrics - Various Artists
  14. Lament Lyrics - Sami Yusuf
  15. Selam Sana (Turkish-Türkçe) Lyrics - Maher Zain
  16. Ahl Al Bayt Lyrics - Nader Khan
  17. Peace & Blessings Lyrics - Raef
  18. Change My Dead Heart Lyrics - Hafiz Mizan
  19. Theraawo Sawaari Lyrics - Mesum Abbas
  20. My People Lyrics - Yusuf Islam
  21. Mabrook Lyrics - Irfan Makki
  22. This Man Lyrics - Tom Robertson
  23. Shahaada [English Version] Lyrics - Fez Meghani
  24. Without You Lyrics - Sami Yusuf
  25. Hamziyya Lyrics - Sami Yusuf

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

0 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x