Shah e Madinah Mujh Ko Taibah Bula Liye Hain Lyrics - Naat Lyrics

By: 

Shah e Madinah Mujh Ko Taibah Bula Liye Hain Lyrics


Shah e Madinah Mujh Ko Taibah Bulaa Liye Hain
Soyee Huwi Thee Qismat Aaqa Jagaa Diye Hain

Qismat Pey Rashk Meyri Kartey Hain Sub Farishtey
Phir Sey Madiney Mujh Ko Aaqa Bulaa Liye Hain

Maanga Hai Jo Bhi Jab Bhi Uss Sey Siwa Milaa Hain
Jholi Ko Sab Ki Bhar Key Aaqa Du’a Diye Hain

Eyk Ko Mili Sadaqat Eyk Ko Mili ‘Adaalat
Sadqey Unhee Ka Deydo Daaman Bichaa Diye Hain

‘Uthman ‘Ali Ka Sadqa ‘Ilm o ‘Amal ‘Ataa Ho
Armaan Liye Yeh Dar Pey Bistar Jamaa Diye Hain

Shakir Pey Jab Bhi Chaaye Huzn o Alam Key Baadal
Aaqa Nibha Liye Hain Daata Bachaa Liye Hain


More Islamic Lyrics

  1. Tera Khawan, Main Tere Geet Gawan Lyrics - Owais Raza Qadri
  2. Aaqa Ka Milad Aaya [Part 2-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  3. Ameen Kaho Bacho Lyrics - Mesum Abbas
  4. Imdad Kun Lyrics - Owais Raza Qadri
  5. Beautiful World Lyrics - Noor
  6. Only Fear Allah Lyrics - Native Deen
  7. Palestine Lyrics - Labbayk
  8. My Hero Lyrics - Harris J.
  9. Ya RasoolAllah Karam Lyrics - Qari Mohammed Rizwan
  10. Tu Shah e Khubaan Tu Jaan e Janaan Lyrics - Milad Raza Qadri
  11. I Love You So Lyrics - Maher Zain
  12. My Mum is Amazing Lyrics - Zain Bhikha
  13. Ali Hamara Hai Lyrics - Dhamani Sisters
  14. Muslim School Anthem Lyrics - Zain Bhikha
  15. Tell Me Lyrics - Aashiq al-Rasul
  16. Land of Revelation Lyrics - Zain Bhikha
  17. Is It True Lyrics - Abdullah Rolle
  18. Tumhare Sajde Ko Kaba Salam Kehta Hai Lyrics - Naat Lyrics
  19. Palestine Lyrics - Irfan Makki
  20. By My Side Lyrics - Maher Zain
  21. Koay Nabi Se Aa Na Sake Hum Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi
  22. Give Thanks To Allah Lyrics - Zain Bhikha
  23. Sachi Baat Sikhatay Ye Hain Lyrics - Owais Raza Qadri
  24. Hum Apne Nabi Ke Deewane Lyrics - Ahmad Raza Qadri
  25. Bano Ka Yeh Arman Tha Lyrics - Dhamani Sisters

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

0 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x